
Urdu – Love of Sayedena Muhammad ﷺ (s) Pulls your Light and Changes Your Entire Being….
Love of Sayedena Muhammad ﷺ (s) Pulls your Light and Changes Your Entire Being.This reality is based on LOVE
حقیقت محمدیہﷺ کی بنیاد محبت ہے: اس حقیقت کی اساس نماز نہیں ہے ، یہ حقیقت زکوٰۃ (صدقات) پر مبنی نہیں ،صوم (روزہ) رمضان پر نہیں ہے۔ حدیث مبارکہ میں ہے کہ نبی اکرم ﷺ نے ارشاد فرمایا ، "تم جس سےمحبت کرتے ہو (محشر میں ) اُس کے ساتھ ہو گے۔" یہ سنتے ہی ، صحابہ اکرام خوشی اور سرور سے نہال ہو گئے ۔ انس ابن مالک سے روایت ہے: ایک شخص نے نبی کریم ﷺ سے محشر( قیامت کے دن ) کے بارے دریافت کیا،" کہ قیامت کب ہوگی؟ "پیغمبرﷺ نے فرمایا ،"تم نے اسکی کیا تیاری کی ہے؟ " اُس شخص نے جواب دیا ،" کچھ نہیں ، سوائے محبت کے میں اللہ (عزوجل ) اور اس کے رسول سے محبت کرتا ہوں۔ "نبی ﷺ نے فرمایا ،"" تم جس سےمحبت کرتے ہو (محشر میں ) اُن کے ساتھ ہوگے۔ہمیں کبھی اتنی خوشی محسوس نہیں ہوئی تھی جتنا ہم یہ سن کر خوش ہوئے (یعنی ،"تم ان لوگوں کے ساتھ ہو گے جن سے تم محبت کرتے ہو۔") لہذا ، میں نبی کریم ﷺ سے محبت کرتا ہوں ،سیدنا ابوبکرؑ اور سیدنا عمر ؑ سے محبت کرتا ہوں ، اور مجھے امید ہے کہ میں اُن کے ساتھ ہوں گا، انکی محبت کی وجہ سے ان کے ساتھ ہوں، حالانکہ میرے اعمال ان کے اعمال کے برابر نہیں ہیں۔ (البخاری و مسلم)
تم اپنے سارے نیک اعمال اس لیے کرتے ہو کہ اللہ عزوجل نے عملِ صالحہ کا حکم دیا اور تم اللہ عزوجل کے حکم کا ادب کرنا چاہتے ہو۔ لیکن یہ حقیقتِ محمدیہﷺ زیادہ سے زیادہ نمازوں، زیادہ روزے رکھنے اور حد سے زیادہ عبادت سے نہیں ملتی–یہ محبت کی چابی سے کھلتی ہے، نبی اکرم ﷺ کے الفاظ سچے ہیں– تم جس سےمحبت کرتے ہو اُسی کے ساتھ ہوگے۔
سیدنامحمد ﷺ تمہارے نور کو اپنی محبت میں گرفتار کرتے ہیں اورتمہارا سارا وجود بدل کر رکھ دیتے ہیں:
محبت ایک بہت ہی طاقتور جذبہ ہے جو ہر وقت (زمان ) اور جگہ(مکان ) کی قید سے آزاد ہے۔ اگر تم کسی سے واقعی محبت کرتے ہو اور وہ دنیا سے چلے جاتے ہیں تو،تم بدل جاتے ہو ، وہی نہیں رہتے۔ تمہارا سارا وجود بدل جائے گا ، تمہاری ساری ذات کی ڈور بکھر جاتی ہے ۔ محبت وقت (زمان ) سے پرے ہے ۔عقل سے بالاتر ہے۔ محبت دل کے اندر اتنی گہری طاقت رکھتی ہے اور دل کے اندر اتنی مضبوط زور آور ہے کہ جیسے تمہیں نبی کریم ﷺسے پیار ہوتا ہے ، تو تم محبت کی زنجیر میں جکڑ جاتے ہو ، محبت کرتے چلے جاتے ہو، فورا وہ اشارہ(آگ) بجھ جاتی ہے اور نبی کریم ﷺ کا اشارہ (شعلہِ عشق) بھڑک اُٹھتا ہے بہت ہی طاقتور مقناطیس جیسا تمہیں اور تمہارے وجود کو اپنی اوڑھ کھینچتا چلا جاتاہے اور تمہاری ساری روشنیاں(نور) نبی کریم ﷺ کی طرف دیوانہ وار بڑھ رہی ہیں اور ہر ایک دھاگہ اُس حقیقتِ محمدیہﷺ کے رنگ–فیض اور برکت– میں رنگ جاتا ہے ۔ہماری دعا ہے اللہ (عزوجل) ہمیں نوری لباس عطا کرے ہمیں ان حقائق سے نوازے اور ہمیں سیدنا محمد ﷺ کی محبت میں مزید دیوانگی عطا فرمائے۔(آَمِیْنْ بِجَاہِ حَبِیْبِكَ ألْمُصْطَفَیٰﷺ)
شیخ نورجان میراحمدی نقشبندی ق
Urdu Main:
Haqeeqat محمدیہﷺ ki bunyaad mohabbat hai :
Is haqeeqat ki asaas namaz nahi hai, yeh haqeeqat zakat(sadqat ) par mabni nahi, som ( roza ) ramadaan par nahi hai. hadees mubarikah mein hai ke Nabi Akram Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam ny irshad farmaya," tum jis se mohabbat karte ho ( mehshar mein ) uss ke sath ho ge." yeh suntay hi, sahaba Ikram khusi aur suroor se nihaal ho gay .
Ans Ibn maalik RA se rivayet hai : 1 shakhs ny Nabi kareem Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam se mehshar ( qayamat ke din ) ke baray daryaft kya," ke qayamat kab hogi ?"Paighambar Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam
ny farmaya," tum ny uski kya tayari hai ?" uss shakhs ny jawab diya," kuch nahi, siwaye mohabbat ke mein Allah ( azzawajal ) aur is ke rasool se mohabbat karta hon." nabi kareem Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam ny farmaya," " tum jis se mohabbat karte ho ( mehshar mein ) unn ke sath hogay. hamein kabhi itni khusi mehsoos nahi hui thi jitna hum yeh sun kar khush hue ( yani," tum un logon ke sath ho ge jin se tum mohabbat karte ho." ) lehaza, mein Nabi kareemSallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam se mohabbat karta hon, sayyidinaa Abu baker aur sayyidina umar RA se mohabbat karta hon, aur mujhe umeed hai ke mein unn ke sath hon ga, unki mohabbat ki wajah se un ke sath hon, halaanke mere aamaal un ke aamaal ke barabar nahi hain. ( Bukhari o muslim )
Tum apne saaray naik aamaal is liye karte ho ke Allah azzwajal ny Amal Saleha ka hukum diya aur tum Allah azzwajal ke hukum ka adab karna chahtay ho. lekin yeh Haqeeqat Muhammadiyah Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam ziyada se ziyada namazon, ziyada rozay rakhnay aur had se ziyada ibadat se nahi milti ye mohabbat ki chaabi se khulti hai, Nabi Akram Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam
ke alfaaz sachey hain.tum jis se mohabbat karte ho usi ke sath hogay .Sayyidina Muhammad Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam tumahray noor ko apni mohabbat mein girftar karte hain aur tumhara sara wujood badal kar rakh dete hain
Mohabbat aik bohat hi taaqatwar jazba hai jo har waqt ( Zaman ) aur jagah ( makaan ) ki qaid se agay hai. agar tum kisi se waqai mohabbat karte ho aur woh duniya se chalay jatay hain to, tum badal jatay ho, wohi nahi rehtay. tumhara sara wujood badal jaye ga, tumhaarii saari zaat ki dor bikhar jati hai. mohabbat waqt ( Zaman ) se paray hai. aqal se balatar hai. mohabbat dil ke andar itni gehri taaqat rakhti hai aur dil ke andar itni mazboot zor aawar hai ke jaisay tumhe Nabi Kareem Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam pyar hota hai, to tum mohabbat ki zanjeer mein jakar jatay ho, mohabbat karte chalay jatay ho, foran woh ishara ( aag ) bujh jati hai aur nabi kareem? ka ishara ( shola ishhq ) bharak aُthta hai bohat hi taaqatwar maqnatees jaissa tumhe aur tumahray wujood ko apni ourh khinchtaa chala jata hai aur tumhaarii saari roshniyan ( noor )Nabi kareem Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalamki taraf deewana waar barh rahi hain aur har aik dhaga uss Haqeeqat e Muhammadiyya Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam ke rung, faiz aur Barkat mein rang jata hai.hamari duaa hai Allah ( azzwajal ) hamein noori libaas ataa karay hamein un haqayiq se nawazay aur hamein sayyidina Muhammad Sallalahu Alayhe wa Alayhi wassalam ki mohabbat mein mazeed deewangi ataa farmaye .
Ameeeen Bi hurmati Muhammad al-Mustafa wa bi sirri suratil Fatiha
?This reality is based on LOVE
This reality is not based on salah (daily prayer), this reality is not based on zakat (charity), not on sawn ar Ramadan (fasting). This is from the hadith that Prophet (sallallahu alayhi wa sallam) said, “You will be with whom you love.” The Sahabah got up and were ecstatic.
“Narrated Anas ibn Malik: A man asked the Prophet about the Hour (i.e. Day of Judgment) saying, “When will the Hour be?” The Prophet said, “What have you prepared for it?” The man said, “Nothing, except that I love Allah and His Apostle.” The Prophet said, “Almar o, ma’a man ahab. You will be with those whom you love.”
We had never been so glad as we were on hearing that saying of the Prophet (i.e., “You will be with those whom you love.”) Therefore, I love the Prophet, Abu Bakr and `Umar, and I hope that I will be with them because of my love for them though my deeds are not similar to theirs.” (Al-Bukhari and Muslim).
You do all your ‘amal (actions) because Allah ordered the ‘amal and you want to show respect to Allah Azza wa Jal. But this reality is not from excessive prayers and excessive fasting and excessive worshipness, this is from love that Prophet (sallallahu alayhi wa sallam) words are true, you will be with whom you love.
?Love of Sayedena Muhammad ﷺ Pulls your Light and Changes Your Entire Being
Loveis a very powerful bond that traverses all time and space. If you have someone youlove_heart_mirrorreally love and they die, you will never be the same. Your entire being will change, the glue of your entire existence will pull your whole reality apart. Love is beyond time, beyond understanding. Love is so deep within the heart and so powerful within the heart that as soon as you love, you love and you love, immediately that signal goes out and Prophet (sallallahu alayhi wa sallam)’s signal comes in like a very powerful magnet and begins to pull you and all your being and all your lights are moving towards Prophet sallam alayhi wa sallam and each one is being dressed and blessed by that reality.
We pray that Allah (Azza wa Jal) dresses us and blesses us from these realities and increases us in the love of Sayyidina Muhammad (sallallahu alayhi wa
?Sh. Nurjan Mirahamdi Naqshbandi ?