
Urdu – 𝐏𝐚𝐫𝐭-𝐈𝐈 حصہ دوئم سلسلہ نقشبندیہ کےگیارہ اصول |Naqshbandi Tareeqat ke 11 Asool…
𝐏𝐚𝐫𝐭-𝐈𝐈 حصہ دوئم
سلسلہ نقشبندیہ کےگیارہ اصول
|Naqshbandi Tareeqat ke 11 Asool|
𝟏𝟏 𝐏𝐫𝐢𝐧𝐜𝐢𝐩𝐥𝐞𝐬 𝐨𝐟 𝐓𝐡𝐞 𝐍𝐚𝐪𝐬𝐡𝐛𝐚𝐧𝐝𝐢 𝐓𝐚𝐫𝐢𝐪𝐚
5-"یاد کرد "— نفی اور اثبات (لا الہ الا اللہ)کا ذکر، شعوری مراقبہ
|Yad kard — Nafi aur Asbat (La ilaha illallah) ka Zikr, Shaori Muraqba|
𝟓. 𝐄𝐬𝐬𝐞𝐧𝐭𝐢𝐚𝐥 𝐑𝐞𝐦𝐞𝐦𝐛𝐫𝐚𝐧𝐜𝐞 ("𝐘𝐚𝐝 𝐤𝐚𝐫𝐝") – 𝐌𝐢𝐧𝐝 𝐌𝐞𝐝𝐢𝐭𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧
یاد کا مطلب ذکر ہے اور کرد سے مراد ذکر کا عرق ہے ۔طالب کو روزانہ اپنی زبان پہ نفی و اثبات (لا الہ الا اللہ)کا ذکر رکھنا ضروری ہے، حتیٰ کہ وہ اپنے دل میں تفکر کی کیفیت ( مراقبہ ) میں نہ چلا جائے ۔ یہ کیفیت اسی طور حاصل ہوتی ہے کہ ہر روز نفی اور اثبات (لا الہ الا اللہ) کا ذکر زبان پہ رکھا جائے ، 500 سے 1000 مرتبہ — یہ دل سے ان اوصاف (عادتوں) کو صاف کرتا ہے جو اسے داغدار اور زنگ آلود کرتی ہیں۔یہ ذکر دل کو پالش کرتا ہے اور طالب کو حالتِ اظہار (یعنی اندر کی برائی اور اچھائی ظاہر ہو جانے کی حالت) میں لے جاتا ہے۔ اُسے روزانہ ذکر کرنا چاہئے ، دل سے یا پھر زبان سے اللہ کا نام روزانہ دوہرانا چاہئے ، ذاتِ باری تعالیٰ کا وہ نام (اللہ) جو تمام ناموں اور صفات پر مشتمل ہے— یا لا الہ الا اللہ کے کلمہ کے ذریعے نفی اور اثبات کا ذکر کریں۔یہ روزانہ کا ذکر کرنا، طالب کو اُس ذات کی مکمل حاضری میں لے جائے گا جو ذاتِ باری سب تعریفوں کی مالک ہے ۔
نفی اور اثبات کا ذکر — لا الہ الا اللہ
نقشبندی صوفی ماسٹرز کے انداز میں نفی اور اثبات کا ذکر طالب اس طریقے سے کرے:
اپنی آنکھیں بند رکھے،
اپنا منہ بند رکھے ،
اپنے دانت جوڑے ،
اپنی زبان ، منہ کے تالو سے لگائے،
اور اپنی سانس روک لے ۔
اُسے دل سے ذکر کرنا ہوگا، نفی اور اثبات کے ذریعے لفظ لا سے شروع کرنا ہے۔
وہ اس لا کو اپنی ناف کے نیچے سے اپنے دماغ تک لے جاتا ہے،
جب اسکے دماغ تک لفظ لا پہنچ جاتا ہے،
لفظ الہ کہے جو دماغ سے دائیں کندھے تک جاتا ہے ،
اور دل پہ الا للہ کی ضرب لگتی ہے
جب یہ کلمہ دل سے ٹکرا جاتا ہے تو اس کی اینرجی اور حرارت جسم کے تمام حصوں میں پھیل جاتی ہے۔ طالب جس نے لا الہٰ کے کلمہ کے ساتھ اس دنیا میں موجود ہر شئے کی نفی کر دی ہے، اور الا اللہ کے الفاظ سے تصدیق کرتا ہے ، جو کچھ موجود ہے ، حضورِحق میں فنا ہو گیا ہے ۔طالب اسے ہر سانس میں دہراتا ہے — سانس لیتے ہوئے اور سانس باہر نکالتے ہوئے ، ہمیشہ اسے اپنے دل میں اُتارتا ہے ، اس تعداد کے حساب سے جو شیخ کی تجویز کردہ ہے۔
طالب بالآخر ایک ایسی کیفیت میں پہنچ جائے گا جس میں ایک ہی سانس میں وہ 23 مرتبہ لا الہ الا اللہ دہرا سکتا ہے ۔ایک کامل شیخ ہر سانس میں لاتعداد بار لا الہ الا اللہ دہر اسکتے ہیں۔اس مشق کا مفہوم یہ ہے کہ واحد ہدف اللہ (عزوجل) ہے اور ہمارے لئے کوئی دوسرا مقصد نہیں ہے۔حضورِحق کو واحد موجود دیکھنا ہے ، اس سب کے بعد مرید کے دل میں رسول اللہ (ﷺ) کی محبت ڈالی جاتی ہے اور اُس وقت وہ کہتا ہے، محمد رسول اللہ (ﷺ) جو کہ حضورِ حق کا قلب ہے۔
|𝐓𝐫𝐚𝐧𝐬𝐥𝐢𝐭𝐞𝐫𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧: Yaad ka matlab zikr hai aur kard se morad zikr ka arq hai. Taalib ko rozana apni zabaan pay nafi o asbat (La ilaha illallah) ka zikr rakhna zurori hai, hatta ke woh apne dil mein tafakar ki kefiyat (muraqba) mein nah chala jaye. Yeh kefiyat isi tor haasil hoti hai ke har roz nafi aur asbat (La ilaha illallah) ka zikr zabaan pay rakha jaye, 500 se 1000 martaba — yeh dil se un Awsaf ( aadato ) ko saaf karta hai jo usay daghdar aur zeng alood karti hain. Yeh zikr dil ko polish karta hai aur taalib ko halat-e izhaar (yani andar ki buraiee aur achhai zahir ho jaanay kho jaaney ki haalat) mein le jata hai. Ussay rozana zikr karna chahiye, dil se ya phir zabaan se Allah ka naam rozana dohrana chahiye, zaat-e baari taala ka woh naam (Allah) jo tamam naamon aur sifaat par mushtamil hai — ya La ilaha illallah ke kalma ke zariye nafi aur asbat ka zikr karen. yeh rozana ka zikr karna, taalib ko uss zaat ki mukammal haazri mein le jaye ga jo zaat-e baari sab tareefon ki maalik hai.Nafi aur asbat ka zikr — La ilaha, IlAllah: Nqshbndi sufi masters ke andaaz mein nafi aur asbat ka zikr taalib is tareeqay se kere : Apni ankhen band rakhay, apna mun band rakhay ,apne daant joray , apni zabaan, mun ke taalu se lagaye , aur apni saans rok le. Ussay dil se zikr karna hoga, nafi aur asbat ke zariye lafz LA se shuru karna hai. woh is LA ko apni naaf ke neechay se apne dimagh taq le jata hai , Jab uskay dimagh taq lafz LA poanch jata hai, Lafz ILAHA kahe jo dimagh se dayen kandhay taq jata hai , aur dil pay IL ALLAH ki zarb lagti hai. Jab yeh kalma dil se takra jata hai to is ki energy aur hararat jism ke tamam hisson mein phail jati hai. Taalib jis nay LA ILAHA ke kalma ke sath is duniya mein mojood har shye ki nafi kar di hai, aur ila Allah ke alfaaz se tasdeeq karta hai, jo kuch mojood hai, Hadure Haq mein fanaa ho gaya hai. Taalib usay har saans mein dohrataa hai — saans letay hue aur saans bahar nikaltay hue, hamesha usay apne dil mein utaarta hai, is tadaad ke hisaab se jo Shaykh ki tajweez kardah hai. Taalib bil akhir aik aisi kefiyat mein poanch jaye ga jis mein aik hi saans mein woh 23 martaba LA ILAHA ILLALLAH dohra sakta hai hai. Aik Kaamil Shaykh har saans mein la tadaad baar LA ILAHA ILLALLAH dohra sakte hain. Is mashq ka mafhuum yeh hai ke wahid hadaf Allah (AJ) hai aur hamaray liye koi dosra maqsad nahi hai. Hazur Haq ko wahid mojud daykhna hai, is sab ke baad mureed ke dil mein Rasul Allah (saws) ki mohabbat daali jati hai aur uss waqt woh kehta hai, MUHAMMADUN RASULULLAH (saws) jo ke huzoor haq ka qalb hai|
The meaning of ‘Yad’ is Dhikr [Remembrance]. The meaning of ‘kard‘ is the essence of Dhikr. The seeker must make Dhikr by negation and affirmation on his tongue until he reaches the state of the contemplation of his heart (muraqaba).That state will be achieved by reciting every day the negation (LA ILAHA) and affirmation (IL ALLAH) on the tongue, between 5,000 and 10,000 times, removing from his heart the elements that tarnish and rust it. This dhikr polishes the heart and takes the seeker into the state of Manifestation. He must keep that daily dhikr, either by heart or by tongue, repeating ALLAH, the name of God’s Essence which encompasses all other names and Attributes, or by negation and affirmation through the saying of LA ILAHA ILLALLAH .This daily dhikr will bring the seeker into the perfect presence of the One Who is glorified.
[The Dhikr of by Negation and Affirmation – La ilaha, IlAllah]
The Dhikr by negation and affirmation, in the manner of the Naqshbandi Sufi Masters, demands that the seeker,
Close his eyes,
Close his mouth,
Clench his teeth,
Glue his tongue to the roof of his mouth,
and hold his breath.
He must recite the dhikr through the heart, by negation and affirmation, beginning with the word LA ("No").
He lifts this "No" from under his navel up to his brain.
Upon reaching his brain the word "No" brings out the word ILAHA (“god”), moves from the brain to the Right shoulder, and hits the heart with ILLALLAH ("except The God").
La
لا
Il Allah Ilaha
الا اله الا الله
When that word hits the heart its energy and heat spreads to all the parts of the body. The seeker who has denied all that exists in this world with the words LA ILAHA, affirms with the words IL ALLAH that all that exists has been annihilated in the Divine Presence. The seeker repeats this with every breath, inhaling and exhaling, always making it come to the heart, according to the number of times prescribed to him by his Shaikh. The seeker will eventually reach the state where in one breath he can repeat LA ILAHA ILLALLAH twenty-three times. A perfect Shaikh can repeat LA ILAHA ILLALLAH an infinite number of times in every breath. The meaning of this practice is that the only goal is ALLAH and that there is no other goal for us. To look at the Divine Presence as the Only Existence after all this throws back into the heart of the murid the love of the Prophet and at that time he says, MUHAMMADUN RASULULLAH ("Sayedena Muhammad is the Prophet of God") which is the heart of the Divine Presence.
-6 "بازگشت"— حق کی جانب واپس پلٹنا (شعوری مراقبہ)
|Bazgasht — Haq ki janib wapas palatna (Shaori Muraqba)|
𝟔. 𝐑𝐞𝐭𝐮𝐫𝐧𝐢𝐧𝐠 ("𝐁𝐚𝐳𝐠𝐚𝐬𝐡𝐭") – 𝐌𝐢𝐧𝐝 𝐌𝐞𝐝𝐢𝐭𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧
یہ ایک ایسی کیفیت ہے جس میں طالب ، جو نفی اور اثبات (لا الہ الا اللہ) کا ذکر کرتا ہے۔
نبی کریم (ﷺ) کی یہ حدیث سمجھ جاتاہے،
" اِلَھِیِ اَنْتَ مَقْصُوْدِی وَ رِضَاُكَ اَلمَطْلُوبِی "
الہٰی، تو ہی میرا مقصد ہے اور تیری رضا ہی مطلوب ہے۔
اس کلمے کی تلاوت طالب میں خدا کی توحید کے شعور میں اضافہ کرے گی ، یہاں تک کہ وہ اس کیفیت تک پہنچ جائے جس میں ساری مخلوق کا وجود اس کی نظروں سے مٹ جائے۔وہ جو کچھ بھی دیکھتا ہے ، وہ جہاں بھی دیکھتا ہے ، ذاتِ واحد مطلق ہے (ہر شئے ، بحر القدرۃ میں ہے ،طاقت کا سمندر )۔نقشبندی مرید (پیروکار) اس طرح کا ذکر کرتے ہیں تاکہ اُن کے دلوں سے توحید کا راز اجاگر ہو سکے اور اُن پر منفرد حضورِ حق کی حقیقت کھل سکے ۔مبتدی (نئے آنے والے طالبعلم ) کو یہ ذکر چھوڑنے کا کوئی حق نہیں ،اگر وہ اس کی طاقت اپنے دل میں ظاہر ہوتی نہ دیکھ پائے (پھر بھی) اسے ضرور اپنے شیخ کی تقلید (نقل) کرتے ہوئے اس کا ذکر کرتے رہنا چاہئے کیونکہ نبی کریم (ﷺ) نے فرمایا :
"جو بھی لوگوں کے گروہ کی تقلید کرے گا وہ اسی کا حصہ ہوگا"۔
جو بھی اپنے استاد کی تقلید (نقل )کرے گا، اس کے دل میں کسی روز، یہ راز بیدار ہو جائیگا۔" باز گشت " کے معنی ہیں کہ اللہ قادر مطلق کی طرف واپس پلٹنا، مکمل اطاعت اور اس کی مرضی کے تحت تسلیم کرنا ، اور اس کی تمام حمد (ثناءالہی ) میں مکمل عاجزی دکھانا۔ یہی وجہ ہے کہ نبی کریم (ﷺ) نے اپنی دعا میں تذکرہ فرمایا:
"مَا ذَكَّرْنَكَ حَقَّ ذِكْرِكَ یَا مَذْکُور "
اے اللہ ، جس قدرے تیری شان کا ذکر ہونا چاہئے ہم اُتنا ذکر نہ کر سکے ۔
سالک اپنے ذکر میں بارگاہِ حق میں داخل نہیں ہو سکتا اور نہ ہی اللہ کے اسرار اور صفات کا اظہار ہو سکتا ہے اگر اُس کے ذکر میں اللہ (عزوجل) کی مدد شامل نہ ہو اور اللہ ( عزوجل) اُسے یاد نہ فرما رہا ہو ۔
جیسا کہ سیدنا بایزید بسطامی (قد س اللہ سرہ) نے فرمایا:
|مولانا شیخ ، سلسلہ نقشبندیہ کے 6 شیخ ہیں|
"جب میں ، اُس تک پہنچا، مجھے علم ہوا، اس کی یاد میری یاد سے کئی بڑھ کے تھی"
سالک خود سے ذکر نہیں کر سکتا، اسے یہ سمجھنا چاہئے کہ اللہ ہی اس کے ذریعہ ذکر کرتا ہے۔
|𝐓𝐫𝐚𝐧𝐬𝐥𝐢𝐭𝐞𝐫𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧: yeh aik aisi kefiyat hai jis mein taalib, jo nafi aur asbat ( laa alh ila Allah ) ka zikr karta hai . Nabi Kareem (saws) ki yeh Hadith samajh jata hai: "ilahi anta maqsusdi wa ridaka matlubi" (Illahi, to hi mera maqsad hai aur teri Raza hi matloob hai .) Is kalme ki talawat taalib mein Khuda ki toheed ke shaoor mein izafah kere gi, yahan taq ke woh is kefiyat taq poanch jaye jis mein saari makhlooq ka wujood is ki nazron se mit jaye. Woh jo kuch bhi daikhta hai, woh jahan bhi daikhta hai, zaat-e wahid mutlaq hai ( har shye, beharul Qudra mein hai, taaqat ka samandar). Naqshbandi Mureed ( peirokaar ) is terhan ka zikr karte hain taakay unn ke dilon se toheed ka raaz ujagar ho sakay aur unn par munfarid Huzoor Haq ki haqeeqat khul sakay. Mubtadi (naye anay walay talib-e ilm ) ko yeh zikr chorney ka koi haq nahi, agar woh is ki taaqat apne dil mein hoti nah dekh paye ( phir bhi ) usay zaroor apne Shaykh ki taqleed ( naqal ) karte hue is ka zikr karte rehna chahiye kyunkay Nabi Kareem (saws) ny farmaya: " Jo bhi logon ke giroh ki taqleed kere ga woh isi ka hissa hoga". Jo bhi apne ustaad ki taqleed ( naqal ) kere ga, is ke dil mein kisi roz, yeh raaz beedar ho jaayegaa." bazgasht" ke maienay hain ke Allah Qadir mutlaq ki taraf wapas palatna, mukammal itaat aur is ki marzi ke tehat tasleem karna, aur is ki tamam hamd ( sana ellahi ) mein mukammal aajzi dikhnana. Yahi wajah hai ke Nabi Kareem (saws) ney apni dua mein tazkara farmaya: "ma dhakarnaka haqqa dhikrika ya Madhkur." (Ae Allah, jis qadray teri shaan ka zikr hona chahiye hum utna zikr nah kar sakay.) Talib apne zikr mein bargaah haq mein daakhul nahi ho sakta aur nah hi Allah ke asaraar aur sifaat ka izhaar ho sakta hai agar uss ke zikr mein Allah (AJ) ki madad shaamil nah ho aur Allah (AJ) ussay yaad nah farma raha ho. Jaissa ke syedna Bayazid Bistami (Q) neh farmaya (Mawlana Shaykh, Silsila Naqshbandiya ke 6th Shaykh hain) " Jab mein, uss taq pouncha, mujhe ilm hwa, is ki yaad meri yaad se kayi barh ke thi " Talib khud se zikr nahi kar sakta, usay yeh samjhna chahiye ke Allah hi is ke zareya zikr karta hai.|
This is a state in which the seeker, who makes Dhikr by negation and affirmation, comes to understand the Holy Prophet’s phrase,
اِلَھِیِ اَنْتَ مَقْصُوْدِی وَ رِضَاُكَ اَلمَطْلُوبِی
"ilahi anta maqsusdi wa ridaka matlubi"
O my God, You are my [Aim]/Goal and Your Good Pleasure/[satisfaction] is my Aim [what I seek].
The recitation of this phrase will increase in the seeker the awareness of the Oneness of God, until he reaches the state in which the existence of all creation vanishes from his eyes. All that he sees, wherever he looks, is the Absolute One. {Every thing in the Bahr Qudra [Ocean of Power]}
The Naqshbandi murids [followers] recite this sort of dhikr in order to extract from their hearts the secret of Oneness, and to open themselves to the Reality of the Unique Divine Presence. The beginner has no right to leave this dhikr if he doesn’t find its power appearing in his heart. He must keep on reciting it in imitation of his Shaykh, because the Prophet has said, "Whoever imitates a group of people will belong to them. "
And whoever imitates his teacher will someday find this secret opened to his heart. The meaning of the phrase "baz gasht" is the return to Allah Exalted and Almighty by showing complete surrender and submission to His Will, and complete humbleness in giving Him all due praise. That is the reason the Holy Prophet mentioned in his invocation,
مَا ذَكَرنَكَ حَقَ ذِكرِكَ یَا مَذْکُور
"ma dhakarnaka haqqa dhikrika ya Madhkur"
We did not Remember You as You Deserve to be Remembered, O Allah”
[𝐏𝐫𝐨𝐩𝐡𝐞𝐭 𝐒𝐚𝐲𝐞𝐝𝐞𝐧𝐚 𝐌𝐮𝐡𝐚𝐦𝐦𝐚𝐝 𝐬𝐚𝐰𝐬].
The seeker cannot come to the presence of Allah in his dhikr, and cannot manifest the Secrets and Attributes of Allah in his dhikr, if he does not make dhikr with Allah’s Support and with Allah’s Remembrance of him.
As 𝐌𝐚𝐰𝐥𝐚𝐧𝐚 𝐓𝐚𝐲𝐟𝐮𝐫 𝐀𝐛𝐮 𝐘𝐚𝐳𝐢𝐝 𝐚𝐥𝐁𝐢𝐬𝐭𝐚𝐦𝐢 𝐐
[6th Shaykh of the Naqshbandi Golden Chain] said:
"When I reached Him I saw that His remembering of me preceded my remembrance of Him. "
The seeker cannot make dhikr by himself. He must recognize that Allah is the one making Dhikr through him.
"-7نگہداشت"—(متوجہ رہنا، وسواس اور خیالات سے اپنے دل کی حفاظت ،روح کا مراقبہ)
𝟕. 𝐀𝐭𝐭𝐞𝐧𝐭𝐢𝐯𝐞𝐧𝐞𝐬𝐬 ("𝐍𝐢𝐠𝐚𝐡 𝐝𝐚𝐬𝐡𝐭") –𝐒𝐨𝐮𝐥 𝐌𝐞𝐝𝐢𝐭𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧
"نگاہ "کا مطلب ہے دیکھنا۔ یعنی طالب کو اپنے دل پہ نگاہ رکھنی چاہئے ، اور اسکی حفاظت کرنی چاہئے کہ بُرے خیالات اس میں داخل نہ ہوں ۔بُری سوچ دل کو حق تعالی سے ملنے سے روکتی ہے۔ ایک طالب کا پندرہ منٹ تک اپنے دل کو برُی سوچ سے پاک رکھنا ایک بہت بڑی کامیابی سمجھا جاتا ہے۔ تب اُسے ایک حقیقی صوفی سمجھا جائے گا۔تصوف وہ طاقت ہے جو دل کو برے خیالات سے بچاتی ہے اور چھوٹی سوچ سے اس کی حفاظت کرتی ہے۔ جو آدمی یہ دو مقاصد پورا کرلے گا وہ اپنے دل (قلب)کو جان لے گا ، اور جو اپنے دل کو جانتا ہے وہ اپنے رب کو پہچانتا ہے نبی کریم (ﷺ)نے ارشاد فرمایا ہے ، "جو اپنے نفس کو جانتا ہے وہ اپنے رب کو پہچان جاتا ہے۔"
حدیث مبارکہ:
مَنْ عَرَفَ نَفْسَهْ فَقَدْ عَرَفَ رَبَّهُ
"جو اپنے نفس کو جان لیتا ہے، اپنے رب کو پہچان جاتا ہے۔"
نبی کریم سیدنا محمد (ﷺ)
ایک صوفی شیخ نے فرمایا:
"چونکہ میں نے دس راتوں تک اپنے دل کی حفاظت کی ، اس لئے میرے دل نے بیس سال تک میری حفاظت کی ہے۔"
سیدنا ابوبکر القیطانی ق نے فرمایا:
"میں نے 40 سال اپنے دل کے دروازے پر پہرا دیا اور میں نے اسے اللہ ، قادر مطلق کے سوا کبھی کسی کیلئے نہیں کھولا ، حتیٰ کہ میرا دل سوائے اللہ رب العزت کسی کو نہیں جانتا تھا ۔"
مولانا ابو الحسن الخرقانی (قدس اللہ سرہ) نے فرمایا:
|مولانا سلسلہ نقشبندیہ کے 7 شیخ ہیں|
40"سال سے اللہ میرے دل کو دیکھ رہا ہے اور اس نے اپنے سوا کسی کو نہیں دیکھا۔اور میرے دل میں ماسوائےاللہ اور کوئی گنجائش نہیں ۔"
|𝐓𝐫𝐚𝐧𝐬𝐥𝐢𝐭𝐞𝐫𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧: Nigah" ka matlab hai dekhanaa. Yani taalib ko apne dil pay nigah rakhni chahiye, aur uski hifazat karni chahiye ke buray khayalat is mein daakhul nah hon. Burii soch dil ko haq taala se milnay se rokti hai. Aik taalib ka 15 minute taq apne dil ko buri soch se pak rakhna aik bohat barri kamyabi samgha jata hai. Tab ussay aik haqeeqi sufi samjha jaye ga. Tasawuf woh taaqat hai jo dil ko buray khayalat se bachati hai aur chothee soch se is ki hifazat karti hai. Jo aadmi yeh do maqasid poora karle ga woh apne dil ( qalb ) ko jaan le ga, aur jo apne dil ko jaanta hai woh apne rab ko pehchanta hai Nabi Kareem (saws) ne irshad farmaya hai," jo apne nafs ko jaanta hai woh apne rab ko pehchan jata hai. "Hadith Mubaraka: " Jo apne nafs ko jaan laita hai, apne rab ko pehchan jata hai. " Nabi Kareem, Sayedena Muhammad (saws). Aik sufi Shaykh ne farmaya: “chunkay mein ne 10 raton taq apne dil ki hifazat ki, is liye mere dil ne 20 saal taq meri hifazat ki hai. Hazrat Abu Bakr al-Qaittani q ne farmaya:" Mein ne 40 saal apne dil ke darwazay par pahra diya aur mein ne usay Allah , Qadir mutlaq ke siwa kabhi kisi ke liye nahi khoola, hatta ke mera dil siwaye Allah rab ul-Izzat kisi ko nahi jaanta tha." Mawlana Abul Hassan al-Kharqani (Q) ne farmaya (Mawlana silsila Naqshbandi ke 7th Shaykh hain) " 40 saal se Allah mere dil ko dekh raha hai aur is ne apne siwa kisi ko nahi dekha. Aur mere dil mein masiwaye Allah aur koi gunjaish nahi . "|
"Nigah" means sight. It means that the seeker must watch his heart and safeguard it by preventing bad thoughts from entering.Bad inclinations keep the heart from joining with the Divine. It is acknowledged that for a seeker to safeguard his heart from bad inclinations for fifteen minutes is a great achievement. For this he would be considered a real Sufi. Sufism is the power to safeguard the heart from bad thoughts and protect it from low inclinations. Whoever accomplishes these two goals will know his heart, and whoever knows his heart will know his Lord.
The Holy Prophet has said,
"Whoever knows himself knows His Lord. "
مَنْ عَرَفَ نَفْسَهْ فَقَدْ عَرَفَ رَبَّهُ
"Man ‘arafa nafsahu faqad ‘arafa Rabbahu"
"Who knows himself, knows his Lord. "
𝐏𝐫𝐨𝐩𝐡𝐞𝐭 𝐒𝐚𝐲𝐞𝐝𝐞𝐧𝐚 𝐌𝐮𝐡𝐚𝐦𝐦𝐚𝐝 (𝐬𝐚𝐰𝐬)
One Sufi Shaikh said:
"Because I safeguarded my heart for ten nights, my heart has safeguarded me for twenty years. "
𝐇𝐚𝐳𝐫𝐚𝐭 𝐀𝐛𝐮 𝐁𝐚𝐤𝐫 𝐚𝐥-𝐐𝐚𝐢𝐭𝐭𝐚𝐧𝐢 said, "I was the guard at the door of my heart for 40 years, and I never opened it for anyone except Allah, Almighty and Exalted, until my heart did not know anyone except Allah Almighty and Exalted. "
𝐌𝐚𝐰𝐥𝐚𝐧𝐚 𝐀𝐛𝐮𝐥 𝐇𝐚𝐬𝐬𝐚𝐧 𝐚𝐥-𝐊𝐡𝐚𝐫𝐪𝐚𝐧𝐢 𝐐
[7th Shaykh of the Naqshbandi Golden Chain] said,
"It has been 40 years that Allah has been looking at my heart and has seen no one except Himself. And there is no room in my heart for other than Allah. "
8-یاد داشت—(ہر وقت قرُب حق میں رہنا، ہمہ وقت ذکر، روح کا مراقبہ)
|Yad Dasht (har waqt Qurbe Haq mein rehna, hama-waqt zikr, Ruh ka Muraqba)
𝟖. 𝐑𝐞𝐜𝐨𝐥𝐥𝐞𝐜𝐭𝐢𝐨𝐧 ("𝐘𝐚𝐝 𝐝𝐚𝐬𝐡𝐭") 𝐒𝐨𝐮𝐥 𝐌𝐞𝐝𝐢𝐭𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧
اس کا مطلب ہے کہ ذکر پڑھنے والا اللہ سبحانہ وتعالی کی بارگاہ میں نفی اور اثبات کے ذکر سے ہر سانس میں اپنے دل کی حفاظت کرتا ہے۔ اس کا تقاضا ہے کہ طالب اپنے دل کو اللہ کی بارگاہ میں مسلسل حاضر رکھے۔ اس سے اُسے اللہ عزوجل کی ذات کا احساس ہوگا اور اس کی ذاتِ واحد کے انوارات ( انوار الذات الاحدیہ) ظاہر ہونگے۔
اس کے بعد وہ خیالات کی چار مختلف اقسام میں سے تین سے چھٹکارا پالیتا ہے۔
۱)نفسانی خیالات،
۲)شیطانی خیالات، اور
۳)ملکوتی خیالات،
صرف چوتھی قسم کی خیالات رہتے ہیں
۴)حقانی یا سچے خیالات۔
یہ طالب کو کاملیت کے اعلیٰ درجے کی طرف لے جائے گا کہ وہ اپنے تمام تر تصورات ترک کر دیتا ہے اور صرف حقیقت رہتی ہے ، جو اللہ ، قادر المطلق کی وحدانیت ہے۔
|𝐓𝐫𝐚𝐧𝐬𝐥𝐢𝐭𝐞𝐫𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧: Is ka matlab hai ke zikr parhnay wala Allah Subhana wa talah ki bargaah mein nafi aur asbat se har saans mein apne dil ki hifazat karta hai. Is ka taqaza hai ke taalib apne dil ko Allah ki bargaah mein musalsal haazir rakhay. Is se ussay Allah AJ ki zaat ka ehsas hoga aur is ki zaat-e wahid ke anwaraat (anwar adh-dhat al-Ahadiyya) zahir hunge .Iis ke baad woh khayalat ki 4 mukhtalif aqsam mein se 3 se chutkara palita hai— (1) Nafsaani khayalat (2) Shaytani khayalat, (3) Aur Malkoti khayalat (4) Sirf 4 qisam ki khayalat rehtay hain Haqqani ya sachey khayalat. Yeh Taalib ko kamliat ke aala darjay ki taraf le jaye ga ke woh apne tamam tar tasawurat tark kar deta hai aur sirf haqeeqat rehti hai, jo Allah Qadir al-Mutliq ki wahdaniyat hai.|
It means that the reciter of Dhikr safeguards his heart with negation and affirmation in every breath without leaving the Presence of Allah Almighty and Exalted.It requires the seeker to keep his heart in Allah’s Divine Presence continuously.This allows him to realize and manifest the Light of the Unique Essence (anwar adh-dhat al-Ahadiyya) of God.He then casts away three of the four different forms of thoughts:
the egoistic thoughts,
the evil thoughts, and
the angelic thoughts,
keeping and affirming solely the fourth form of thought, the haqqani or truthful thoughts.
This will lead the seeker to the highest state of perfection by discarding all his imaginings and embracing only the Reality which is the Oneness of Allah, Almighty and Exalted.
9- وقوف زمانی (آگاہیِ وقت)
|Waquf Zamani (Aagahi Waqat)|
𝟗. 𝐀𝐰𝐚𝐫𝐞𝐧𝐞𝐬𝐬 𝐨𝐟 𝐓𝐢𝐦𝐞 ("𝐖𝐮𝐪𝐮𝐟 𝐙𝐚𝐦𝐚𝐧𝐢")
اس کا مطلب ہے اپنی تسلیم اور غفلت سے آگاہ رہنا۔طالب کو یہ معلوم ہونا چاہئے کہ اس نے روحانی پختگی کی طرف بڑھنے میں کتنا وقت گزارا ہے اور اسے یہ پہچاننا ہوگا کہ وہ بارگاہِ الٰہی کی طرف اپنے سفر میں کس مقام تک پہنچا ہے۔طالب کو اپنی تمام تر کوششوں سے آگے بڑھنا ہوگا۔اسے لازمی طور پر اپنا تمام وقت صرف و صرف ایک ہی مقصد میں لگانا ہے کہ حبِ الہی اور قُرب حق کے مقام پر پہنچنا ہے۔اسے لازمی آگاہ رہنا چاہئے کہ اُس کی تمام کوششوں اور اُسکے تمام تر افعال میں اللہ چھوٹی چھوٹی تفصیل کو دیکھتا ہے۔سالک کو ہر دن اور ہر رات اپنے اعمال اور اپنے ارادوں کا حساب کتاب (محاسبہ) کرنا چاہئے اور ہر ایک گھنٹے ، ہر سیکنڈ اور ہر لمحے اپنے اعمال کا تجزیہ کرنا چاہئے۔اگر وہ (عمل) اچھے ہیں ، تو وہ اس کیلئے خدا کا شکر ادا کرتا ہے۔ اگر وہ بُرے ہیں تو ، اسے ضرور توبہ کرنی چاہئے اور اللہ سے معافی مانگنی چاہئے۔
مولانا شیخ یعقوب الچراغی (ق) نے فرمایاکہ اُن کے مولانا شیخ علاء الدین العطار ق (ق) نے بیان کیا ہے:
|مولانا یعقوب الچراغی ق سلسلہ نقشبندیہ کے 19 شیخ ہیں اور مولانا علاء الدین العطار ق 18 شیخ ہیں|
"افسردگی کی حالت میں آپ کو کثرت سے استغفار پڑھنی چاہئے، اور خوشی کی حالت میں ، اللہ کی بےحد حمد کرنی چاہیے۔"
اور انہوں نے فرمایا:
"ان دو کیفیات— سختی (سکڑنا) اور نرمی ( پھیلاؤ) کو مدنظر رکھنا وقوف زمانی ہے ۔
|شیخ علاؤالدین العطار (ق)|
شاہ نقشبند (ق) نے اس کیفیت کی وضاحت کرتے ہوئے بیان فرمایا:
"آپ کو خود سے واقف ہونا پڑے گا،اگر آپ شریعت کی پیروی کر رہے ہیں تو آپ کو اللہ کا شکر ادا کرنا چاہئے، ورنہ آپ کو معافی مانگنی چاہیے۔"
اس کیفیت میں طالب کیلئے ضروری یہ ہے کہ وہ چھوٹے سے لمحات کی بھی حفاظت کرے۔ اسے خود پر کڑی نگاہ رکھنی ہوگی اور اپنی زندگی کے ہر لمحے اُسے فیصلہ کرنا ہو گا کہ وہ اللہ(عزوجل) کی بارگاہ میں موجود تھا یا وہ اپنے نفس کے ساتھ شامل تھا۔
شاہ نقشبند (ق) نے فرمایا:
"آپ کو حساب رکھنا ہو گا کہ آپ ہر لمحہ کیسے گزارتے ہیں: قُربت میں یا غفلت میں۔"
|𝐓𝐫𝐚𝐧𝐬𝐥𝐢𝐭𝐞𝐫𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧: Is ka matlab hai apni tasleem aur ghaflat se aagah rehna. Taalib ko yeh maloom hona chahiye ke is naay ruhani pukhtagi ki taraf bherne mein kitna waqt guzaraa hai aur usay yeh pehchanana hoga ke woh Bargaah illahi ki taraf apne safar mein kis maqam taq pouncha hai. Taalib ko apni tamam tar koshisho se agay barhna hoga. Usay laazmi tor par apna tamam waqt sirf o sirf aik hi maqsad mein lagana hai ke Hub-illahi aur qurb haq ke maqam par pohanchna hai. Usay laazmi aagah rehna chahiye ke uss ki tamam koshisho aur aُske tamam tar af’aal mein Allah chuti chuuti tafseel ko daikhta hai. Talib koo har din aur har raat apne aamaal aur apne iraadon ka hisaab kitaab ( muhasba ) karna chahiye aur har aik ghantay, har second aur har lamhay apne aamaal ka tajzia karna chahiye. Agar woh ( amal ) achay hain, to woh is ke liye Khuda ka shukar ada karta hai. Agar woh buray hain to, usay zaroor tauba karni chahiye aur Allah se maffi maangni chahiye. Mawlana Ya’qub al-Charki (Q) neh farmya ke unn ke Mawlana Shaykh Ala’uddin al-Attar (Q) neh bayan kya hai [Mawlana Ya’qub al-Charki (Q) silsla Naqshbandiya ke 19 Shaykh hain aur Mawlana Shaykh Ala’uddin al-Attar (Q) 18 Shaykh hain] Shah Naqshband (Q) ney is kefiyat ki wazahat karte hue bayan farmaya: " Aap ko khud se waaqif hona parre ga, agar aap Shariyat ki pairwi kar rahay hain to aap ko Allah (AJ) ka shukar ada karna chahiye, warna aap ko maffi maangni chahiye. " Is kefiyat mein taalib ke liye zurori yeh hai ke woh chotey se lamhaat ki bhi hifazat kere. Usay khud par kari-nigah rakhni hogi aur apni zindagi ke har lamhay ussay faisla karna ho ga ke woh Allah (AJ) ki bargaah mein mojud tha ya woh apne nafs ke sath shaamil tha. Shah Naqshband (Q) ney farmaya:" aap ko hisaab rakhna ho ga ke aap har lamha kaisay|
It means to watch one’s composure and check one’s tendency to heedlessness. The seeker must know how much time he has spent in moving towards spiritual maturity and must recognize at what place he has arrived in his journey towards the Divine Presence. The seeker must make progress with all his efforts. He must spend all his time making his one and only goal the arrival at the station of Divine love and Divine Presence.He must become aware that in all his efforts and in all his actions Allah witnesses the smallest detail. The seeker must make an account of his actions and his intentions every day and every night and analyze his actions each hour, each second, and each moment.If they are good, he thanks God for it. If they are bad, he must repent and ask Allah’s forgiveness.
𝐌𝐚𝐰𝐥𝐚𝐧𝐚 𝐘𝐚𝐪𝐮𝐛 𝐚𝐥-𝐂𝐡𝐚𝐫𝐤𝐢 𝐐 [19th Shaykh of the Naqshbandi Golden Chain] said that his shaykh, 𝐌𝐚𝐰𝐥𝐚𝐧𝐚 𝐀𝐥𝐚𝐮𝐝𝐝𝐢𝐧 𝐚𝐥-𝐀𝐭𝐭𝐚𝐫 𝐐 [20th Shaykh of the Naqshbandi Golden Chain] said,
"In the state of depression you must recite istighfar (asking forgiveness) excessively, and in the state of elation, praise of Allah excessively. "
And he said, "To take into consideration these two states, contraction and expansion, is the meaning of wuquf zamani. " [Mawlana Ala’uddin al-Attar Q]
𝐒𝐡𝐚𝐡 𝐍𝐚𝐪𝐬𝐡𝐛𝐚𝐧𝐝 (𝐐) explained that state by saying, "You have to be aware of yourself. If you were following the shari’a then you have to thank Allah, or else you must ask forgiveness. "
What is important for the seeker in this state is to keep secure the smallest period of time. He has to stand guard on his self and judge if he was in the Presence of Allah or if he was in the presence of his ego, at every moment of his life.
𝐒𝐡𝐚𝐡 𝐍𝐚𝐪𝐬𝐡𝐛𝐚𝐧𝐝 (𝐐) said,
"You have to evaluate how you spend every moment: with Presence or in Negligence. "
10- وقوف عددی—آگاہیِ اعداد ( روح کا مراقبہ )
|Waquf Adadi —Agahi adaad ( Ruh ka muraqba )
𝟏𝟎. 𝐀𝐰𝐚𝐫𝐞𝐧𝐞𝐬𝐬 𝐨𝐟 𝐍𝐮𝐦𝐛𝐞𝐫𝐬 ("𝐖𝐮𝐪𝐮𝐟 ‘𝐀𝐝𝐚𝐝𝐢") 𝐒𝐨𝐮𝐥 𝐌𝐞𝐝𝐢𝐭𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧
یعنی طالب جو ذکر کرتا ہے، دل میں جو ذکرِ خفی ہو رہا ہے ، اُس کی صحیح تعداد کا جائزہ لینا چاہئے ۔ ذکر کا حساب ، تعداد گننے کیلئے نہیں ہے بلکہ دل کو بُرے خیالات سے بچانے کیلئے ہے، زیادہ توجہ مرکوز کرنے کیلئے ہے ، اس تعداد تک جلد از جلد پہنچنے کی کوشش کرنا جو شیخ کی تجویز کردہ ہے ۔ذکر کا ستون گنتی کے ذریعے اس وجہ سے ہے کہ دل کو اُس ذاتِ واحد کی بارگاہ میں لایا جائے جسکا ذکر ہو رہا ہے ، اور ایک ایک کر کے تعداد گنتے رہنا کہ ہر ایک اُس ذاتِ واحد کی محتاج ہے، جس کے نشانات تمام مخلوق میں ظاہر ہو رہے ہیں۔
شاہِ نقشبند کا فرمان ہے:
"ذکر میں اعداد کی پہچان آسمانی علوم (علم لدنی)حاصل کرنے کی طرف پہلا قدم ہے ۔"
اس کا مطلب یہ ہے کہ گنتی سے انسان یہ پہچان جاتا ہے کہ زندگی میں بس ایک ہی کی ضرورت ہے۔ تمام ریاضی کی مساوات کو عدد ایک کی ضرورت ہے۔ ساری تخلیق صرف واحد کی محتاج ہے۔
|𝐓𝐫𝐚𝐧𝐬𝐥𝐢𝐭𝐞𝐫𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧: Yani taalib jo zikr karta hai, dil mein jo zikr e khfi ho raha hai, uss ki sahih tadaad ka jaiza lena chahiye. Zikr ka hisaab, tadaad ginnay ke liye nahi hai balkay dil ko buray khayalat se bachanay ke liye hai, ziyada tavajja markooz karne ke liye hai, is tadaad taq jald az jald pounchanay ki koshish karna jo Shaykh ki tajweez kardah hai. Zikr ka sutoon ginti ke zariye is wajah se hai ke dil ko uss zaat-e wahid ki bargaah mein laya jaye jiska zikr ho raha hai, aur aik aik kar ke tadaad ginte rehna ke har aik uss Zaat-e Wahid ki mohtaaj hai, jis ke nishanaat tamam makhlooq mein zahir ho rahay hain. Shah-e-Naqshband ka farmaan hai: " Zikr mein adaad ki pehchan aasmani alum (Ilm-e-Ludani) haasil karne ki taraf pehla qadam hai. " Is ka matlab yeh hai ke ginti se ensaan yeh pehchan jata hai ke zindagi mein bas aik hi ki zaroorat hai. Tamam rayazi ki masawaat ko adad aik ki zaroorat hai. Saari takhleeq sirf wahid ki mohtaaj hai .|
This means that the seeker who is reciting dhikr must observe the exact number of repetitions entailing the silent dhikr of the heart. To keep an account of the dhikr is not for the sake of the account itself, but is for the sake of securing the heart from bad thoughts and to cause it to concentrate more in the effort to achieve the repetition prescribed by the Shaikh as quickly as possible. The pillar of dhikr through counting is to bring the heart into the presence of the One who is mentioned in that dhikr and to keep counting, one by one, in order to bring one’s attention to the realization that everyone is in need of that One whose Signs are appearing in every creation.
𝐒𝐡𝐚𝐡 𝐍𝐚𝐪𝐬𝐡𝐛𝐚𝐧𝐝 (𝐪) said, "Observance of the numbers in dhikr is the first step in the state of acquiring Heavenly Knowledge (ilm ul-ladunni)."
This means that counting leads one to recognize that only One is necessary for life. All mathematical equations are in need of the number One. All creation is in need of the only One.
11"وقوف قلبی "—آگاہیِ قلب
|Waquf Qalbi- Agahi Qalab|
𝟏𝟏. 𝐀𝐰𝐚𝐫𝐞𝐧𝐞𝐬𝐬 𝐨𝐟 𝐭𝐡𝐞 𝐇𝐞𝐚𝐫𝐭 ("𝐖𝐮𝐪𝐮𝐟 𝐐𝐚𝐥𝐛𝐢") 𝐒𝐨𝐮𝐥 𝐌𝐞𝐝𝐢𝐭𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧
اس کا مطلب ہے دل کا رُخ بارگاہِ حق کی جانب موڑنا، جہاں وہ اپنے محبوب کے سوا دیگر کو نہیں دیکھ پائے گا۔ اس کا مطلب ہے کہ تمام کیفیات میں ذاتِ باری کے مظہر کا تجربہ کرنا۔
مولانا عبید اللہ احرار (ق)نے فرمایا:
(مولانا شیخ سلسلہ نقشبندیہ کے 20 شیخ ہیں)
"دل کی بیداری کی کیفیت ، قربِ حق میں ایسے موجود ہونا ہے کہ اُسکے سوا کوئی نظر نہ آئے"
ایسی توجہ کی کیفیت میں ، ذکر کی جگہ دل کے اندر ہے کیونکہ یہ طاقت کا مرکز ہے۔اچھے اور برے تمام خیالات اور الہامات ، ایک کے بعد ایک محسوس ہوتے اور ظاہر ہوتے ہیں ، چکر لگاتے ہیں اور ردوبدل ہوتے ہیں ، روشنی اور تاریکی کے درمیان ، مستقل گردش میں ، باطن کے اندر۔دل کے اس ہنگامے کو قابو کرنے اور اسے کم کرنے کیلئے ذکر کی ضرورت ہے۔
|𝐓𝐫𝐚𝐧𝐬𝐥𝐢𝐭𝐞𝐫𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧: Is ka matlab hai dil ka rukh Bargaah Haq ki janib morna, jahan woh apne mehbub ke siwa deegar ko nahi dekh paye ga. is ka matlab hai ke tamam kaifiyat mein zaat-e baari ke Mazhar ka tajurbah karna . Mawlana Shaykh Ubaidullah al-Ahrar (Q) naay farmaya ( Mawlana Shaykh silsila Naqshbandiya ke 20 Shaykh hain) " Dil ki baydaari ki kefiyat, Qurb-Haq mein aisay mojood hona hai ke aُske siwa koi nazar nah aeye "Aisi tavajja ki kefiyat mein, zikr ki jagah dil ke andar hai kyunkay yeh taaqat ka markaz hai. Achay aur buray tamam khayalat aur ilhamat, aik ke baad aik mehsoos hotay aur zahir hotay, chakar lagatay hain aur rado-badl hotay hain, roshni aur taareki ke darmiyan, mustaqil gardish mein, batin ke andar. Dil ke is hangame ko qaboo karne aur usay kam karne ke liye zikr ki zaroorat hai .|
This means to direct the heart of the seeker towards the Divine Presence, where he will not see other than his Beloved One. It means to experience His Manifestation in all states. 𝐌𝐚𝐰𝐥𝐚𝐧𝐚 𝐒𝐡𝐚𝐲𝐤𝐡 𝐔𝐛𝐚𝐢𝐝𝐮𝐥𝐥𝐚𝐡 𝐚𝐥-𝐀𝐡𝐫𝐚𝐫 (𝐐) said, "The state of Awareness of the Heart is the state of being present in the Divine Presence in such a way that you cannot look to anyone other than Him.”
In such a state one concentrates the place of Dhikr inside the heart because this is the center of power.All thoughts and inspirations, good and bad, are felt and appear one after another, circling and alternating, moving between light and dark, in constant revolution, inside the heart. Dhikr [Remembrance of God] is required in order to control and reduce that turbulence of the heart.
Part-I حصہ اول
https://web.facebook.com/SMCURDU/posts/567416051316206
مولاناشیخ سید نور جان میر احمدی نقشبندی (ق) کا فیس بک پیج لائک کیجئے
📿 Official Page: Shaykh Nurjan Mirahmadi
facebook.com/shaykhnurjanmirahmadi/
یوٹیوب چینل سبسکرائب کیجئے
Please Subscribe Our YouTube Channel:
🕋 The Muhammadan Way Sufi Realities
https://www.youtube.com/NurMir
مولانا شیخ کے زیرِدست فلاحی ادارہ— فاطمہ زہرہ ہیلپنگ ہینڈ
🙏https://fzhh.org/ FZHH Charity
2/2