
Urdu – شیخ سَیَّد نورجان مِیراَحمَدِی نَقشبَندِی (ق) کی سنہری تعلیمات میں سے اقتباس! ب…
شیخ سَیَّد نورجان مِیراَحمَدِی نَقشبَندِی (ق) کی سنہری تعلیمات میں سے اقتباس!
بِسْمِ اللَّـهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
اَلَّھُمَّ صَلِّ عَلَی سَیَّدِنَا محَمَّدٍ ﷺ وَعَلَی آلِ سَیَّدِنَا محَمَّدٍ ﷺ
یہ قلم تلوار سے بھی زیادہ مضبوط ہے۔ خدا کی آواز بجلی کی طرح ہے
أَئعوذُ باللهِ مِنَ الشَّىطَاْنِ ارَّجِيمْ بِسْمِ اللَّهِ الرَّحمَنِ الرَّحِيمِ
أَطِيعُواللَّه وَأَطِيعُوٱلرَّسُولَ وَأُوْلِي الْأَمْرِ مِنْكُمْ
اور ہمیشہ اپنے لئے ایک یاد دہانی ہے۔ اَناعَبدُﻙَ الْعَاجِزُ، ضَعِيفُ، مِسْكِينُ، وَظَالِمٌ، وَجَاہِلْ۔
”میں ایک عَاجِز، ضَعِیف (کمزور)، مِسکِین، ظَالِم اور جَاہِل بندہ ہوں“۔ اور خدا کے فضل سے کہ ہم ابھی بھی زندہ ہیں کہ اللہ (عزوجل) ہمیں معاف فرما دے اور ہمیں اپنے رحم و کرم کے سمندر میں رکھے۔ اور یہ طریقہ ، حقیقت کا یہ طریقہ تحریر پر مبنی ہے اور امام علی عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ اور امام علی عَلَيْهِ ٱلسَّلَامُ کے وارث سیدنا محمد ﷺ کی وحی لکھ رہے تھے اور وہ جو علم دیتے ہیں اور وہ جو سیدنا محمد ﷺ کے دل کے تمام علوم کا دروازہ ہیں، ہمارے لئے یہ یاد دہانی پیش کرتے ہیں کہ 'اگر آپ لکھتے نہیں ہیں تو آپ بولتے بھی نہیں ہیں اس لئے کہ جو آپ بول رہے ہیں وہ بائیں سے دائیں سے اور ہر دوسری تفہیم سے ہے جس کا آپ تصور کرسکتے ہیں کہ طریقت کا پہلا اصول: آپ کے پاس حقائق لکھے ہوئے ہونے چاہئیں۔ یہ قلم ایک ایسا قلم ہے جس میں ڈبل ایکشن ہوتا ہے (دو کام ہوتے ہیں) جب آپ کاغذ پر لکھتے ہیں تو یہ آپ کے دل میں لکھتا ہے۔ اگر آپ نہیں لکھتے تو نہ بولیں۔ 9 (صحابہ) تھے جنہوں نے سیدنا محمد ﷺ کے زمانے میں لکھا تھا اور اس کے نتیجے میں ، وہ 9 تھے جو بولتے اور بیان کرتے اور تعلیم دیتے تھے کیونکہ اللہ (عزوجل) عَلَّمَ بِالْقَلَمِ
‘
الَّذِي عَلَّمَ بِالْقَلَمِ
وہ جس نے قلم (کا استعمال) سکھایا۔ (سورة العلق: 4)
‘عَلَّمَ بِالْقَلَمِ’ کہ جو بھی علوم آ رہے تھے وہ لکھ رہے تھے اور اس کے نتیجے میں ، یہ دل میں نقش ہو رہے تھے۔ جب کوئی شخص نہیں لکھتا اور طریقہ کی حقائق کے بارے میں بات کرنے کی کوشش کرتا ہے تو یہ سوپ کی طرح بائیں اور دائیں ہوتا ہے۔ شیخ کے دو الفاظ ، دس الفاظ ان کے اپنے ، تین تخیل کے اور اب آپ کو ایک ایسی ڈش ( سالن) مل گئی ہے جس سے ہر ایک بیمار ہوسکتا ہے۔ یہ وہ نہیں جو شیخ نے کہا۔ یہاں تک کہ یہ وہ نہیں ہے جو اُس نے سکھایا تھا یہاں تک کہ یہ اُس حد تک پہنچ گیا جب وہ سیکھتے تھے ، سیکھتے تھے ، وہ سیکھتے تھے کہ شیخ نے ان کا دل کھول دیا اور انہیں اُن کی امانت دے دی۔ یہ لازمی نہیں کہ مکمل امانت ہو یا آپکی امانت کے بارے میں جو بھی سمجھ ہے لیکن ایک امانت دے دی گئی جس سے دل کھل گیا اور اب ان کو اُن کے اشارے (نشانیاں) اور ان کے علم ملتے ہیں۔ لیکن یہ صرف تحریر کے پہلے باب میں سے گزرنے کی جدوجہد کے ذریعے ہی حاصل ہوا، طریقہ میں طالب علم بن کر ، وہ جو اس راہ کو سمجھتا ہے اور سیدنا محمد ﷺ کے مقدس قلب سے آنے والے علوم کا احترام کرتا ہے۔ جس میں انھیں ‘کرام الکاتبین' سے بلند مرتبہ ملا۔ وہ فرشتوں کے مقام سے اونچے ہیں اور ان فرشتوں کو “کرام” قرار دینے کی ایک ہی وجہ ہے ، کیوں کہ وہ سیدنا محمد ﷺ کی حقیقت اور حقائق کو تحریر کرتے ہیں۔ یہ تخلیق سیدنا محمد ﷺ کے لئے تحفہ ہے۔ لہذا ، ہمارے اعزاز میں اضافہ کرنے کے لئے پھر یاد دہانی ہے کہ طریقہ میں طالب علم بنو۔ ہر کوئی اس راہ کا طالب علم نہیں ہوتا۔ بہت سارے لوگ تفریح ، کھانے ، ذکر ، کے لئے آرہے ہوتے ہیں جو کچھ بھی ان کے تفریحی مقاصد کے لئے ہے لیکن راستہ کے متلاشی اور حقائق کے طالب علم اور وہ جو اپنے دل کو کھولنے کی دعا کرتے ہیں ، کھولنے کی یہ چابی اس قلم میں ہے بہت آسان ، یہ ‘ق ل م قلم‘ ہے کیونکہ آپ سیدنا محمد ﷺ کے قلم سے وراثت میں لے رہے ہیں اور وہ اللہ عزوجل کے قلم ہیں ۔ جب اللہ (عزوجل) بولتا ہے تو ، پاک قلم لکھتا ہے اور اس کو تحریر کرتا ہے جو اللہ (عزوجل) چاہتا ہے اور بہشتوں میں ، انہوں نے بیان کیا ہے کہ "یہاں کوئی قلم نہیں ہے"۔ لہذا ، یہ ‘ق،ل، م’ ’’ق” تمام قدرت اور طاقت کو ظاہر کرتا ہے۔ ’’ ق و القرآن المجید ‘‘ سے اور ’’ ل “لسان الحق” (حق زبان)۔
ق ۚ وَالْقُرْآنِ الْمَجِيد
ق: قران پاک کی قسم۔ (سورة ق:۱)
وہ زبان اور روح جسے حق بولنے اور حق کے لئے بولنے کے سبب پیدا کیا اور پھر انہیں "م" محمداً رسول اللہ ﷺ کے نام سے جانا جاتا ہے۔ لہذا ، یہ ایک زبردست وراثت ہے لہذا ، "قلم تلوار سے زیادہ مضبوط ہے"۔ اس ’’ ق ‘‘،ل اور م‘ کی میراث زندگی میں قلم اٹھانے والے کے پاس آجاتی ہے۔ “یا ربی ، مجھے اس’ ق‘ سے میراث لینے دے ، مجھے اس’ ل ‘سے میراث لینے دے ، مجھے اس’ م ‘سے میراث حاصل کرنے دے (آمین)۔ لہذا ، اللہ (عزوجل) بندوں کو قرآن کریم کی روشنی سے ملبوس کرتا ہے۔ اُن کو اس سے میراث عطا (کرتا ہے) اور لسان الصدیق، اللہ (عزوجل) کی لسان الحق سیدنا محمد ﷺ کو عطا کرتی ہے۔ لسان الصدیق العالیہ، صدیقیہ زبان میں سب سے اعلی اور پھر وہ اُس زبان کی حقیقت سے وراثت حاصل کرتے ہیں اور پھر وہ محمدیون بن جاتے ہیں۔ تو ، پھر یہ قلم جو ہم اپنی زندگی میں ساتھ رکھتے ہیں وہ تلوار سے زیادہ طاقتور ہے۔ ایک ایسا راستہ اپنانے سے زیادہ طاقتور ہے جو لڑائی پر مبنی ہے. اللہ عزوجل کا سب سے طاقتور ہتھیارعلم ہے۔ علم آپ کو آزاد کرے گا ، علم تمام مخلوقات کو آزاد کرے گا اور علم بے حد طاقت کے ساتھ آئے گا۔ مطلب اہل ذکر ، اللہ (عزوجل) ان کو بے حد اینرجی اور برکت، بہت ساری روشنیاں، بہت سارے ملائکہ سے ملبوس کرے گا، کہ اس کے ساتھ جو چیز پیدا ہو رہی ہے وہ علم ہے جو کہ بے حد ملکوتی طاقت کی وجہ سے چشمہ میں بہہ رہی ہے اور اس کے ساتھ اس قلم کے راز بھی سامنے آتے ہیں۔ ہم دعا کرتے ہیں کہ اللہ (عزوجل) ہمیں اس حقیقت اور اس تک پہنچنے کے طریقوں کی زیادہ سے زیادہ سمجھ عطا کرے۔ جب ہم سیدنا محمد کی ﷺ حقیقت کے بارے میں آیت الکرسی (2: 255) سے بات کرتے ہیں۔ يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ ۖ وَلَا يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِنْ عِلْمِهِ إِلَّا بِمَا شَاءَ ۚ وَسِعَ كُرْسِيُّهُ …… نہیں ، انہیں علم کہاں سے ملتا تھا …… عِلْمِهِ إِلَّا بِمَا شَاءَ ۚ
اللَّهُ لَا إِلَٰهَ إِلَّا هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ ۚ لَا تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلَا نَوْمٌ ۚ لَهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ ۗ مَنْ ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِنْدَهُ إِلَّا بِإِذْنِهِ ۚ يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ ۖ وَلَا يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِنْ عِلْمِهِ إِلَّا بِمَا شَاءَ ۚ وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضَ ۖ وَلَا يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا ۚ وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ
خدا (وہ معبود برحق ہے کہ) اس کے سوا کوئی عبادت کے لائق نہیں زندہ ہمیشہ رہنے والا اسے نہ اونگھ آتی ہے نہ نیند جو کچھ آسمانوں میں اور جو کچھ زمین میں ہیں سب اسی کا ہے کون ہے جو اس کی اجازت کے بغیر اس سے (کسی کی) سفارش کر سکے جو کچھ لوگوں کے روبرو ہو رہا ہے اور جو کچھ ان کے پیچھے ہوچکا ہے اسے سب معلوم ہے اور وہ اس کی معلومات میں سے کسی چیز پر دسترس حاصل نہیں کر سکتے ہاں جس قدر وہ چاہتا ہے (اسی قدر معلوم کرا دیتا ہے) اس کی بادشاہی (اور علم) آسمان اور زمین سب پر حاوی ہے اور اسے ان کی حفاظت کچھ بھی دشوار نہیں وہ بڑا عالی رتبہ اور جلیل القدر ہے۔ (سورہ البقرہ: 255)
ان کے علم میں سے آپ کسی بھی چیز کا احاطہ نہیں کر سکتے۔ یہ تب کی بات ہے جب ہم نے نبی کریم ﷺ کی روشنی کے بارے میں وائی فائی wifi کے طور پر بات کی تھی اور صرف اب وہ بمشکل اسے سمجھ رہے ہیں۔ انہیں تو یہ تک نہیں معلوم کہ فوٹوون کیا ہے لیکن وہ اسے ہر جگہ پاتے ہیں۔ یہاں تک کہ وہ گوگل Google بھی کر لیں وہ پھر بھی نہیں سمجھ پاتے کہ فوٹوون کیا ہے۔ ہمارے سورج سے آنے والا فوٹوون ، اس کہکشاں میں ، کہکشاں سے دور دور سیارے تک پہنچتا ہے۔ زمین کی گہرائی تک ، رات کے ہر پہر اور ہر چٹان اور ہر غار اور ہر سمندر میں ، سورج کا فوٹوون پہنچ جاتا ہے، اِس فوٹون کے ذریعے محض آپ کے سمجھنے کے لئے کہ یہ ایک وائرلیس وائی فائی ہے جو آپ کے تمام خلیوں سے ٹکرا رہا ہے۔ . لہذا ، آپ یہ ڈیوائس لے سکتے ہیں، آپ کو محض یہ چاہئے (شیخ اپنا موبائل اٹھاتا ہے) اگر وائی فائی سگنل نشر نہیں کررہا ہے تو اس کا کوئی فائدہ نہیں ہے۔ ہر سیل Cellاس فوٹن سے آنے والے حکم کا محتاج ہے۔ اور یہ تمام سورج وسطی (درمیانے) سورج کے لئے سیٹلائٹ دفاتر کی طرح ہیں جو دائرے میں چاروں طرف گردش کرتے رہتے ہیں۔ پوری تخلیق کردہ کائنات کا مرکز ایک بہت بڑا سورج ہے۔ یہ دوسرے تمام تر سورج کو اپنا اشارہ بھیجتا ہے۔ وہ سورج اپنی ماتحت کہکشاں پر اپنے فوٹون بھیجتے ہیں۔ یہ کیا تھا ،
تَنَزَّلُ الْمَلَائِكَةُ وَالرُّوحُ فِيهَا بِإِذْنِ رَبِّهِمْ مِنْ كُلِّ أَمْرٍ
اس میں روح (الامین) اور فرشتے ہر کام کے (انتظام کے) لیے اپنے پروردگار کے حکم سے اترتے ہیں (سورت القدر: 4)
لہذا ، ’’ ملائکہ ‘‘ (فرشتہ) اور “روح” (روح) اس حکم کو قبول کر رہے ہیں جس کی وجہ یہ ہے کہ ’روح‘ اسی سورج کی محمدی نمائندہ ہے۔ َأَطِيعُوا الرَّسُولَ وَأُولِي الْأَمْرِ مِنْكُمْ حکم لیتی ہے
يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا أَطِيعُوا اللَّهَ وَأَطِيعُوا الرَّسُولَ وَأُولِي الْأَمْرِ مِنْكُمْ ۖ فَإِنْ تَنَازَعْتُمْ فِي شَيْءٍ فَرُدُّوهُ إِلَى اللَّهِ وَالرَّسُولِ إِنْ كُنْتُمْ تُؤْمِنُونَ بِاللَّهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ ۚ ذَٰلِكَ خَيْرٌ وَأَحْسَنُ تَأْوِيلًا
مومنو! خدا اور اس کے رسول کی فرمانبرداری کرو اور جو تم میں سے صاحب حکومت ہیں ان کی بھی اور اگر کسی بات میں تم میں اختلاف واقع ہو تو اگر خدا اور روز آخرت پر ایمان رکھتے ہو تو اس میں خدا اور اس کے رسول (کے حکم) کی طرف رجوع کرو یہ بہت اچھی بات ہے اور اس کا مآل بھی اچھا ہے۔ (سورة النساء: 59)
یہ حکم لے کر ملائکہ اور تمام روحانی مخلوق کو دیا جاتا ہے ، اور یہ فوٹون اللہ عزوجل کے حکم سے آگے بڑھ رہے ہوتے ہیں۔ ہر سیل cell اس فوٹوون کی زد میں ہے اور اس سیل کو بالکل بتایا گیا ہے کہ اُسے کیا کرنا ہے اور کیا نہیں کرنا جو سمجھ سے بالاتر ہے کہ آپ کی سوچ ہے کہ یہ ممکن ہو سکتا ہے۔ آپ کے جسم میں کوئی بھی عمل بے وجہ نہیں ہو رہا۔ یہی وجہ ہے کہ آپ میڈیکل شوز medical shows دیکھتے ہیں تو آپ خوفزدہ ہوجاتے ہیں ، یہ ایمرجنسی میڈیکل شوز (جن) سے یہ ظاہر ہوتا ہے کہ جسم میں کچھ چیزیں کسی چھوٹی سی چیز سے آف (off) ہوجاتی ہیں اور نتیجتاً ہر چیز سوج جاتی ہے ، ہر چیز قابو سے باہر ہوجاتی ہے۔ ہم کتنے نازک ہیں یہ خوفزدہ کرنے والی بات ہے کیونکہ ہم خود کو بہت مضبوط اور طاقتور سمجھتے ہیں۔ اگر ایک چیز ایک فیصد ، دو فیصد ہل جائے تو ، انسان ٹوٹنا شروع ہو جاتا ہے ، سوجن ہو جاتی ہے ، پھٹ پڑتے ہیں ، پیٹ درد کرتا ہے ، جلد پھٹ رہی ہوتی ہے ، جسم کے تمام دفاعی طریقہ کار، یہ احکامات کون بھیج رہا ہے؟ اگر یہ بے ترتیب ہو رہا ہوتا تو ذرا تصور کریں، خدایا (اگر یہ ایسا ہو) تو زندگی کیسی ہوتی؟ ہر روز آپ کو کسی کی شکل بگڑتے ہوئے اور جلد گرنے اور چھالے اور پھوڑے اور ٹیومر دیکھنے پڑتے۔ کچھ بھی بے ترتیب نہیں ہے۔ ہر سیل cell ایک حکم کے ما تحت ہوتا ہے۔ جسم کا ہر دفاعی طریقہ کار حکم کا ماتحت ہے اور اسی وقت جب اللہ (عزوجل) نے کہا ، "اس علم سے ، آپ کو کچھ بھی سمجھ نہیں آتا ہے۔" سیل cellجو علوم سے حاصل کر رہا ہے وہ ایک بات ہے لیکن کیا سیل cell اس کو سمجھتا ہے جو اُس کو وہ علم بھیج رہا ہے ، اللہ (عزوجل) فرماتا ہے ، "تم اس سے کچھ بھی نہیں سمجھتے ہو۔" جو علوم اور اشارات آپ کو سیدنا محمد ﷺ سے حاصل ہوتے ہیں وہ لامحدود ہیں لیکن کیا آپ اُس کو سمجھ سکتے ہیں جو سیدنا محمد ﷺ جانتے ہیں۔ اللہ عزوجل فرماتا ہے، “آپ اس کا احاطہ نہیں کر سکتے۔” آپ نہیں جانتے کہ نبی ﷺ کی روح اللہ عزوجل سے کیا اور کسطرح سن رہی ہے ، کس قدر قوت اور کس قدر طاقت کے ساتھ۔
اللہ (عزوجل) قرآن کریم میں مثال دیتا ہے کہ ، "جب میں بجلی بھیجتا ہوں" ، بجلی اللہ عزوجل کی تقریر کی علامت ہے۔ کوئی بھی یہ جاننا چاہتا ہے کہ اللہ عزوجل کی آواز کیسی ہے 'طوفان میں باہر جائیں’ اور اللہ عزوجل نے یہ مثال کی طرح بیان کیا کہ کفار بجلی سے خوفزدہ ہوتے ہیں کہ وہ کپکپاتے ہیں جب وہ گرج کی آواز سنتے ہیں اور پھر بجلی گرجتی ہے اور یہ انسان میں خوف پیدا کرتا ہے۔ "یہ کیسا شور ہے؟" یہ بہشتی چیخ ہے۔
أَوْ كَصَيِّبٍ مِنَ السَّمَاءِ فِيهِ ظُلُمَاتٌ وَرَعْدٌ وَبَرْقٌ يَجْعَلُونَ أَصَابِعَهُمْ فِي آذَانِهِمْ مِنَ الصَّوَاعِقِ حَذَرَ الْمَوْتِ ۚ وَاللَّهُ مُحِيطٌ بِالْكَافِرِينَ
یا ان کی مثال مینہ کی سی ہے کہ آسمان سے (برس رہا ہو اور) اس میں اندھیرے پر اندھیرا (چھا رہا) ہو اور (بادل) گرج (رہا) ہو اور بجلی (کوند رہی) ہو تو یہ کڑک سے (ڈر کر) موت کے خوف سے کانوں میں انگلیاں دے لیں اور الله کافروں کو (ہر طرف سے) گھیرے ہوئے ہے۔ (سورت بقرہ 2:19)
انسان کے لئے تفہیم کا ایک قطرہ بھی حاصل کرنا کہ جب اللہ عزوجل کی طاقت اور عظمت بولے، (آپ تصور بھی نہیں کر سکتے کہ) کس قسم کی بجلی ، کس طرح کی گرج جاری ہو رہی ہوتی ہے۔ یہاں تک کہ آپ اسے دیکھ بھی نہیں سکتے۔ بادل محض فرشتہ ہیں ، ایک حبیب نامی فرشتہ ہے ، انگوٹھے جتنا۔ وہ تھوڑی سی “ ٹیی” (سیدی گرج کی آواز نکالتے ہیں) کرتا ہے اور پوری زمین میں گرج چمک ہونے لگتی ہے ، عمارتیں لرز رہی ہوتی ہیں اور پھر، اوہ، ‘بجلی ٹکراتی ہے۔
وَيُسَبِّحُ الرَّعْدُ بِحَمْدِهِ وَالْمَلَائِكَةُ مِنْ خِيفَتِهِ وَيُرْسِلُ الصَّوَاعِقَ فَيُصِيبُ بِهَا مَنْ يَشَاءُ وَهُمْ يُجَادِلُونَ فِي اللَّهِ وَهُوَ شَدِيدُ الْمِحَالِ
اور رعد اور فرشتے سب اس کے خوف سے اس کی تسبیح و تحمید کرتے رہتے ہیں اور وہی بجلیاں بھیجتا ہے پھر جس پر چاہتا ہے گرا بھی دیتا ہے اور وہ خدا کے بارے میں جھگڑتے ہیں۔ اور وہ بڑی قوت والا ہے (سورة الرعد: 13)
اللہ (عزوجل) فرماتا ہے ، "یہ میری تقریر کی مثال ہے۔ ذرا سوچیں کہ اگر میں بولتا ہوں تو انسان خوف اور اُس اینرجی سے خاک ہوجائے گا جو ان سے ٹکراتی ہے۔ تو کس آواز، کس طاقت اور کس قوت کے ساتھ سیدنا محمد ﷺ کی روح اللہ عزوجل سے علم اور احکامات لے رہی ہے؟ اللہ (عزوجل) کہہ رہا ہے ، "اس میں سے کچھ بھی تم نہیں سمجھتے ہو"۔ آپ جو سمجھتے ہیں وہ صرف وہ اشارات ہیں جو آپ کی ذات، آپ کے وجود اور آپ کے دل کی طرف آتے ہیں اور اِس علم کی وسعت کو سمجھا نہیں جا سکتا۔ جو اُن کی روح بولتی ہے آپ وہ نہیں سمجھ سکتے۔ اُن کی روح کیا بولتی ہے آپ کو سمجھ نہیں آتی ۔ لیکن جان لو کہ اُنکی روح اختیار کے مقام پر ہے اور وہ اس مملکت پر ہمیشہ چوکنا رہتے ہیں جو اللہ (عزوجل) نے انہیں دی ہے۔ لا الہ الا اللہ ھو۔ اور اللہ (عزوجل) الحیی القیوم (ہمیشہ زندہ رہنے والا ہے) کے سمندر میں نہیں ہے۔ جیسے ہی الحیی القیوم کا ذکر ہوتا ہے اللہ (عزوجل) اس سے پہلے ہے۔ اللہ (عزوجل) زندہ نہیں ، جو بھی زندہ ہے اُسے موت آتی ہے۔ اللہ عزوجل زندگی اور موت کی سمجھ سے باہر ہے۔ اس کا مطلب یہ ہے کہ یہ اللہ عزوجل کی بڑائی اور عظمت ہے جس سے وہ ملبوس کرتا ہے۔ اس کی اہمیت جاننے میں ہے اِس لئے کہ آپ کو یہ جاننا ہوگا کہ ، "یا ربی جب میں بیمار ہوں اور جب میں ٹھیک نہیں ہوں اور جب میں خوفزدہ ہوں اور جب میں پریشانی محسوس کرتا ہوں تو میں اپنے بادشاہ کی موجودگی میں چلا جاتا ہوں ، کون میرا بادشاہ ہے؟ اور مجھ پر کس کا اختیار ہے؟ اور وہ میرا مالک ہے اور میں خود کا مالک نہیں ہوں۔ اور وہ میرا مالک میرا بادشاہ ہے اس کی موجودگی میں میں خود کو اس کے رحم و کرم پر ڈالتا ہوں۔ یا سلطان نصیراً (صاحبِ سلطنت) مجھے بچائیے اور میری مدد فرمائیے. کہ آپ ﷺ اللہ (عزوجل) سے دعا فرمائیں کہ وہ مجھے نجات عطا کرے “۔ اس کا مطلب ہے کہ ہم اپنے آپ کو صاحبِ سلطنت بادشاہ کی موجودگی میں داخل ہوتے ہوئے دیکھتے ہیں۔ ہم نے سچائی کے دروازے سے داخل ہونے کی دعا کی اور بعد میں بھی بادشاہ سے اسی سچائی کے دروازے سے جانے کی اجازت لی، (حق کے دروازے سے)۔
وَقُلْ رَبِّ أَدْخِلْنِي مُدْخَلَ صِدْقٍ وَأَخْرِجْنِي مُخْرَجَ صِدْقٍ وَاجْعَلْ لِي مِنْ لَدُنْكَ سُلْطَانًا نَصِيرًا
اور کہو کہ اے پروردگار مجھے (مدینے میں) اچھی طرح داخل کیجیو اور (مکے سے) اچھی طرح نکالیو۔ اور اپنے ہاں سے زور وقوت کو میرا مددگار بنائیو (سورة الاسراء: 80)
اس کا مطلب یہ ہے کہ یہ حق کا دروازہ یہ طروق (راستے) ہیں۔ کیا آپ ذکر والے لوگوں کے ساتھ بیٹھے اور یہ سیکھا کہ آپ اپنے کردار اور اپنے اعمال میں سچے کیسے ہوں؟ تو پھر آپ ان کے دروازے میں داخل ہوئے۔ اور آپ یہ کہتے ہیں، "جب میں اس کی دنیا سے رخصت ہوں، تو میں اس دروازے سے جانا چاہتا ہوں۔ میں جھوٹ اور دھوکے باز لوگوں میں واپس داخل نہیں ہونا چاہتا ہوں۔ مجھے ان (نیک لوگوں، اولیاءاللہ) کی صحبت میں رہنے اور مرنے دیجئے۔ اگر میں ان کے دروازے پر ہوں تو ، میں ہمیشہ سلطان نصیراً سے پوچھتا ہوں ، وہ جواللہ عزوجل کے با اختیار بادشاہ ہیں۔ اللہ عزوجل کی جانب سے جو با اختیار ہیں کہ مجھے نجات عطا کریں۔
(لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ ِّلَّا بِٱللَّٰهِ ٱلْعَلِيِّ ْلْعَظِيمِ) (اللہ کے سوا کوئی طاقت یا قوت نہیں ہے) کہ یہ طاقت اور قوت جو آپ کے ہاتھ سے آ رہی ہے وہ مجھ تک پہنچے اور میری مشکلات کو دور کرے ، میری بیماریوں کو دور کردے۔ اگر آپ نہیں جانتے کہ کس کا سامنا کرنا ہے اور آپ حقیقت کو نہیں سمجھتے ہیں تو پھر آپ کو معلوم نہیں ہے کہ آپ کس سے بات کر رہے ہیں۔ اس میں کم طاقت ہے۔ تو ، معرفت کے طریقہ (Gnosticism) میں وہ (اولیاءاللہ) ہمیں سکھانے آتے ہیں۔ جب آپ کو مشکل پیش آتی ہے اور آپ کو تشویش لاحق ہوتی ہے اور آپ کو بیماریوں کا سامنا کرنا پڑتا ہے تو پھر مدینہ المنورہ میں خود کو دیکھیں۔ روزہ شریف میں خود کو دیکھیں۔ سیدنا محمد ﷺ کی دہلیز پر اپنے آپ کو دیکھیں۔ "یا ربی میں آرہا ہوں ،" جَاءُوكَ فَاسْتَغْفَرُوا اللَّهَ وَاسْتَغْفَرَ لَهُمُ الرَّسُولُ '۔
وَمَا أَرْسَلْنَا مِنْ رَسُولٍ إِلَّا لِيُطَاعَ بِإِذْنِ اللَّهِ ۚ وَلَوْ أَنَّهُمْ إِذْ ظَلَمُوا أَنْفُسَهُمْ جَاءُوكَ فَاسْتَغْفَرُوا اللَّهَ وَاسْتَغْفَرَ لَهُمُ الرَّسُولُ لَوَجَدُوا اللَّهَ تَوَّابًا رَحِيمًا
اور ہم نے جو پیغمبر بھیجا ہے اس لئے بھیجا ہے کہ خدا کے فرمان کے مطابق اس کا حکم مانا جائے اور یہ لوگ جب اپنے حق میں ظلم کر بیٹھے تھے اگر تمہارے پاس آتے اور خدا سے بخشش مانگتے اور رسول (خدا) بھی ان کے لئے بخشش طلب کرتے تو خدا کو معاف کرنے والا (اور) مہربان پاتے (سورة النساء: 64)
یہ کہ میں سیدنا محمد ﷺ کی موجودگی میں آرہا ہوں اور میں آپ سے معافی مانگ رہا ہوں ، میں نجات کے لئے دعا گو ہوں ، یا سیدی یا رسول کریم ﷺ جو اللہ (عزوجل) نے آپ ﷺ کو دیا ہے اس سے مجھ تک پہنچیں اور میرے لئے دعا فرمائیں۔ اللہ تعالی نے آپ ﷺ کو جو قدرت اور طاقت عطا فرمائی ہے ، اس کے لباس سے مجھے ملبوس فرمائیں۔ کیا آپ کو لگتا ہے کہ اس محبت اور اس درخواست کے ساتھ شیطان آپ کے قریب آسکتا ہے اور (کیا) دشواری آپ تک پہنچ سکتی ہے۔ ہماری دعا ہے کہ اللہ (عزوجل) ہمیں زیادہ سے زیادہ فہم عطا فرمائے۔ زیادہ سے زیادہ پیار زیادہ سے زیادہ سمجھنے والا دل عطا کرے ، تاکہ ہم اُس حقیقت میں جا سکیں اپنی، اپنے خاندان اور اپنی برادری کی حفاظت کے لئیے۔ انشاء اللہ.
. بِحُرمَةِ مُحَمَّد اَلمُصطفٰی وَ بِسِرّ سُورَۃ الفَاتِحَہ۔
For English: https://www.facebook.com/…/a.16933514440…/3095715463851557/…
Watch here: https://web.facebook.com/watch/live/?v=1956982617776833
Please Subscribe Now:
https://www.youtube.com/user/NurMir
Please Like Our Main Page:
https://facebook.com/shaykhnurjanmirahmadi
…………………………………………………………………………………………………………………..
Urdu transliteration:
A’udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem Bismillahir Rahmanir Raheem
Atiullaha wa atiur Rasula wa Ulil amre minkum
Mai aik aajiz, zaeef ( kamzor ), maskeen, zalim aur jaahil bandah hon“. Aur kkhuda ke fazl se ke hum abhi bhi zindah hain ke Allah ( azzwajal ) hamein maaf farma day aur hamein –apne reham o karam ke samandar mein rakhay. Aur yeh tareeqa, haqeeqat ka yeh tareeqa tehreer par mabni hai aur imam ali علیْه ٱلسلام aur imam ali علیْه ٱلسلام ke waris syedna Mohammad ﷺ Ki wahi likh rahay they aur woh jo ilm dete hain aur woh jo syedna Mohammad ﷺ Ke dil ke tamam aloom ka darwaaza hain, hamaray liye yeh yaad dehani paish karte hain ke' agar aap likhte nahi hain to aap boltay bhi nahi hain is liye ke jo aap bol rahay hain woh baen se dayen se aur har doosri tafheem se hai jis ka aap tasawwur kar saktay hain ke tareqat ka pehla usool : aap ke paas haqayiq likhay hue honay chahiye . Yeh qalam aik aisa qalam hai jis mein double action hota hai ( do kaam hotay hain ) jab aap kaghaz par likhty hain to yeh aap ke dil mein likhta hai. Agar aap nahi likhty to nah bolein. 9 ( sahaba ) they jinhon ney syedna Mohammad ﷺ Ke zamane mein likha tha aur is ke nateejay mein, woh 9 they jo boltay aur bayan karte aur taleem dete they kyunkay Allah ( azzwajal ) allama bilqalam.
Al lazee 'allama bil Qalam
Woh jis ne qalam ( ka istemaal ) sikhaya. ( surah al-alq : 4 )
ke jo bhi aloom aa rahay they woh likh rahay they aur is ke nateejay mein, yeh dil mein naqsh ho rahay they. Jab koi shakhs nahi likhta aur tareeqa ki haqayiq ke barey mein baat karne ki koshish karta hai to yeh soup ki terhan baen aur dayen hota hai. Sheikh ke do alfaaz, das alfaaz un ke –apne, teen takhayyul ke aur ab aap ko aik aisi dish ( saalan ) mil gayi hai jis se har aik bemaar ho sakta hai . Yeh woh nahi jo sheikh ney kaha. Yahan taq ke yeh woh nahi hai jo uss ney sikhaya tha yahan taq ke yeh uss hadd taq poanch gaya jab woh sikhte they, sikhte they, woh sikhte they ke sheikh ney un ka dil khol diya aur unhen unn ki amanat day di. Yeh laazmi nahi ke mukammal amanat ho ya apkee amanat ke baarey mein jo bhi samajh hai lekin aik amanat day di gayi jis se dil khil gaya. Aur ab un ko unn ke isharay ( nishanain ) aur un ke ilm mlitay hain. Lekin yeh sirf tehreer ke pehlay baab mein se guzarnay ki jad-o-jehad ke zariye hi haasil hwa, tareeqa mein taalib ilm ban kar, woh jo is raah ko samjhta hai aur syedna Mohammad ﷺ Ke muqaddas qalb se anay walay aloom ka ehtram karta hai. Jis mein unhein' kiraam al katibeen se buland martaba mila. Woh firshton ke maqam se ounchay hain aur un firshton ko “kiraam” qarar dainay ki aik hi wajah hai, kyun ke woh syedna Mohammad ﷺ Ki haqeeqat aur haqayiq ko tehreer karte hain . Yeh takhleeq syedna Mohammad ﷺ Ke liye tohfa hai. Lehaza, hamaray aizaz mein izafah karne ke liye phir yaad dehani hai ke tareeqa mein taalib ilm bano. Har koi is raah ka taalib ilm nahi hota. Bohat saaray log tafreeh, khanay, zikar, ke liye arhay hotay hain jo kuch bhi un ke tafrehi maqasid ke liye hai lekin rasta ke mutlashi aur haqayiq ke taalib ilm aur woh jo –apne dil ko kholnay ki dua karte hain, kholnay ki yeh chaabi is qalam mein hai bohat asan , yeh' qaaf laam meem qalam' hai kyunkay aap syedna Mohammad ﷺ Ke qalam se wirasat mein le rahay hain aur woh Allah azzwajal ke qalam hain. Jab Allah ( azzwajal ) boltaa hai to, pak qalam likhta hai aur is ko tehreer karta hai jo Allah ( azzwajal ) chahta hai aur bahishtoon mein, unhon naay bayan kya hai ke" yahan koi qalam nahi hai ". Lehaza, yeh' qaaf, laam, meem' '' qaaf” tamam qudrat aur taaqat ko zahir karta hai.' qaaf' wal Quran Al majid ' se aur' ' laam “Lisan Al haq” ( haq zabaan ) .
Qaaf: qran pak ki qisam. ( Surah qaaf:1 )
woh zabaan aur rooh jisay haq bolnay aur haq ke liye bolnay ke sabab peda kya aur phir unhen" meem" Muhammadan Rasool Allah ﷺ Ke naam se jana jata hai. Lehaza, yeh aik zabardast virasat hai lehaza," qalam talwar se ziyada mazboot hai ". Is' ' qaaf' ', laam aur meem' ki meeras zindagi mein qalam uthany walay ke paas ajati hai. “Ya Rabbi, mujhe is' qaaf' se meeras lainay day, mujhe is' laam' se meeras lainay day, mujhe is' meem' se meeras haasil karne day ( ameeen ). Lehaza, Allah ( azzwajal ) bundon ko quran kareem ki roshni se malbos karta hai . Unn ko is se meeras ataa ( karta hai ) aur lisan al sidiq, Allah ( azzwajal ) ki lisan al haq syedna Mohammad ﷺ Ko ataa karti hai. Lisan al sidiq Al alia, sidiqiah zabaan mein sab se alla aur phir woh uss zabaan ki haqeeqat se waarsat haasil karte hain aur phir woh Muhammadion ban jatay hain. To, phir yeh qalam jo hum apni zindagi mein sath rakhtay hain woh talwar se ziyada taaqatwar hai. Aik aisa rasta apnane se ziyada taaqatwar hai jo larai par mabni hai. Allah azzwajal ka sab se taaqatwar hathiar ilm hai. Ilm aap ko azad kere ga, ilm tamam makhloqaat ko azad kere ga aur ilm be had taaqat ke sath aaye ga. Matlab ahal zikar, Allah ( azzwajal ) un ko be had energy aur barket, bohat saari roshniyan, bohat saaray malaika se malbos kere ga, ke is ke sath jo cheez peda ho rahi hai woh ilm hai jo ke be had malkoti taaqat ki wajah se chashma mein beh rahi hai aur is ke sath is qalam ke raaz bhi samnay atay hain. Hum dua karte hain ke Allah ( azzwajal ) hamein is haqeeqat aur is taq pounchanay ke tareeqon ki ziyada se ziyada samajh ataa kere. Jab hum syedna Mohammad ﷺ ki Haqeeqat ke baray mein aayat al kursi ( 2 : 255 ) se baat karte hain .
Khuda ( woh mabood barhaq hai ke ) is ke siwa koi ibadat ke laiq nahi zindah hamesha rehne wala usay nah ongh aati hai nah neend jo kuch aasmaanon mein aur jo kuch zameen mein hain sab isi ka hai kon hai jo is ki ijazat ke baghair is se ( kisi ki ) sifarish kar sakay jo kuch logon ke rubaroo ho raha hai aur jo kuch un ke peechay hochuka hai usay sab maloom hai aur woh is ki maloomat mein se kisi cheez par dustarus haasil nahi kar satke haan jis qader woh chahta hai ( isi qader maloom kara deta hai ) is ki badshahi ( aur ilm ) aasman aur zameen sab par haawi hai aur usay un ki hifazat kuch bhi dushwaar nahi woh bara ali rutba aur jallel al-qadar hai. ( surah al-baqrah : 255 )
Un ke ilm mein se aap kisi bhi cheez ka ihata nahi kar satke. Yeh tab ki baat hai jab hum ne nabi kareem ﷺ Ki roshni ke barey mein wifi ke tor par baat ki thi aur sirf ab woh baa-mushkil usay samajh rahay hain. Unhen to yeh taq nahi maloom ke photon kya hai lekin woh usay har jagah paatey hain. Yahan taq ke woh google bhi kar len woh phir bhi nahi samajh paatey ke photon kya hai. Hamaray sooraj se anay wala photon, is kehkashan mein, kehkashan se daur daur sayaray taq pohanchana hai . Zameen ki geherai taq, raat ke har pehar aur har chattaan aur har ghaar aur har samandar mein, sooraj ka photn pohnch jata hai, iss foton ke zariye mehez aap ke samajhney ke liye ke yeh aik wireless wifi hai jo aap ke tamam khalion se takra raha hai. . Lehaza, aap yeh device le satke hain, aap ko mehez yeh chahiye ( sheikh apna mobile uthatay hai ) agar wifi signal nashar nahi kar raha hai to is ka koi faida nahi hai. Har cell photon se anay walay hukum ka mohtaaj hai . Aur yeh tamam sooraj wasti ( darmiyanay ) sooraj ke liye satellite dafatir ki terhan hain jo dairay mein charon taraf gardish karte rehtay hain. Poori takhleeq kardah kaayenaat ka markaz aik bohat bara sooraj hai. Yeh dosray tamam tar sooraj ko apna ishara bhejta hai. Woh sooraj apni matehat kehkashan par –apne photon bhaijtay hain. Yeh kya tha ,
is mein rooh ( alamin ) aur farishtay har kaam ke ( intizam ke ) liye –apne parvar-digaar ke hukum se utartay hain ( Surah al-qadar : 4 )
lehaza,' ' malaika' ' ( farishta ) aur “rooh” is hukum ko qubool kar rahay hain jis ki wajah yeh hai ke' rooh' isi sooraj ki muhammadi numainda hai. Atiullaha wa atiur Rasula wa Ulil amre minkum hukum layte hai
Momino! Kkhuda aur is ke rasool ki farmabardari karo aur jo tum mein se sahib hukoomat hain un ki bhi aur agar kisi baat mein tum mein ikhtilaaf waqay ho to agar kkhuda aur roz akhirat par imaan rakhtay ho to is mein kkhuda aur is ke rasool ( ke hukum ) ki taraf rujoo karo yeh bohat achi baat hai aur is ka maal bhi ahca hai. ( Surah al nisaa : 59 )
Yeh hukum le kar malaika aur tamam rohani makhlooq ko diya jata hai, aur yeh photon Allah azzwajal ke hukum se agay barh rahay hotay hain. Har cell is photon ki zad mein hai aur is cell ko bilkul bataya gaya hai ke ussay kya karna hai aur kya nahi karna jo samajh se balatar hai ke aap ki soch hai ke yeh mumkin ho sakta hai. Aap ke jism mein koi bhi amal be wajah nahi ho raha. Yahi wajah hai ke aap medical shows medical shows dekhte hain to aap khaufzadah ho jatay hain , yeh emergency medical shows ( jin ) se yeh zahir hota hai ke jism mein kuch cheeze kisi chothee si cheez se ( off ) hojati hain aur nateejatan har cheez sooj jati hai, har cheez qaboo se bahar hojati hai. Hum kitney naazuk hain yeh khaufzadah karne wali baat hai kyunkay hum khud ko bohat mazboot aur taaqatwar samajte hain. Agar aik cheez aik feesad, do feesad hil jaye to, ensaan tootna shuru ho jata hai, soojan ho jati hai, phatt parte hain, pait dard karta hai, jild phatt rahi hoti hai, jism ke tamam difai tareeqa kar, yeh ehkamaat kon bhaij raha hai ? Agar yeh be tarteeb ho raha hota to zara tasawwur karen, khudaya ( agar yeh aisa ho ) to zindagi kaisi hoti? Har roz aap ko kisi ki shakal bigartai hue aur jald girnay aur chhalay aur phoray aur tumor dekhnay parte. Kuch bhi be tarteeb nahi hai. Har cell aik hukum ke ma tehat hota hai. Jism ka har difai tareeqa car hukum ka matehat hai aur isi waqt jab Allah ( azzwajal ) ney kaha," is ilm se, aap ko kuch bhi samajh nahi aata hai. " ." cell jo aloom se haasil kar raha hai woh aik baat hai lekin kya cell is ko samjhta hai jo uss ko woh ilm bhaij raha hai, Allah ( azzwajal ) farmata hai," tum is se kuch bhi nahi samajte ho." jo aloom aur asharaat aap ko syedna mohammad ? Se haasil hotay hain woh laa-mehdood hain lekin kya aap uss ko samajh satke hain jo syedna Mohammad ﷺ Jantay hain. Allah azzwajal farmata hai, “Ap is ka ihata nahi kar satke. ” aap nahi jantay ke nabi ﷺ Ki rooh Allah azzwajal se kya aur kistarah sun rahi hai, kis qader qowat aur kis qader taaqat ke sath . Allah ( azzwajal ) quran kareem mein misaal deta hai ke," jab mein bijli bhejta hon ", bijli Allah azzwajal ki taqreer ki alamat hai. Koi bhi yeh janna chahta hai ke Allah azzwajal ki aawaz kaisi hai' toufan mein bahar jayen' aur Allah azzwajal naay yeh misaal ki terhan bayan kya ke kufar bijli se khaufzadah hotay hain ke woh kapkapate hain jab woh garaj ki aawaz suntay hain aur phir bijli garjte hai aur yeh ensaan mein khauf peda karta hai." yeh kaisa shore hai ?" yeh bahishti cheekh hai .
Ya un ki misaal meen ki si hai ke aasman se ( baras raha ho aur ) is mein andheray par andhera ( chhaa raha ) ho aur ( baadal ) garaj ( raha ) ho aur bijli ( kond rahi ) ho to yeh kadak se ( dar kar ) mout ke khauf se kaanon mein ungelian day len aur Allah kafiroon ko ( har taraf se ) ghairay hue hai. ( Surah baqra 2 : 19 )
ensaan ke liye tafheem ka aik qatra bhi haasil karna ke jab Allah azzwajal ki taaqat aur azmat bolay, ( aap tasawwur bhi nahi kar satke ke ) kis qisam ki bijli, kis terhan ki garaj jari ho rahi hoti hai. Yahan taq ke aap usay dekh bhi nahi satke. Baadal mehez farishta hain, aik habib nami farishta hai, angothay jitna. Woh thori si “ ttee” ( sayedi garaj ki aawaz nikaltay hain ) karta hai aur poori zameen mein garaj chamak honay lagti hai, emiratein laraz rahi hoti hain aur phir, oh,' bijli takrata hai .
Aur raad aur farishtay sab is ke khauf se is ki tasbeeh o tehmid karte rehtay hain aur wohi bijliyan bhejta hai phir jis par chahta hai gira bhi deta hai aur woh kkhuda ke baaray mein jhagarte hain. Aur woh barri qowat wala hai ( Surah al-raad : 13 )
Allah ( azzwajal ) farmata hai," yeh meri taqreer ki misaal hai. Zara sochen ke agar mein boltaa hon to ensaan khauf aur uss energy se khaak hojaye ga jo un se takrata hai. To kis aawaz, kis taaqat aur kis qowat ke sath syedna Mohammad ﷺ Ki rooh Allah azzwajal se ilm aur ehkamaat le rahi hai? Allah ( azzwajal ) keh raha hai," is mein se kuch bhi tum nahi samajte ho ". Aap jo samajte hain woh sirf woh asharaat hain jo aap ki zaat, aap ke wujood aur aap ke dil ki taraf atay hain aur iss ilm ki wusat ko samjha nahi ja sakta. Jo unn ki rooh bolti hai aap woh nahi samajh satke .
. Unn ki rooh kya bolti hai aap ko samajh nahi aati. Lekin jaan lau ke unkee rooh ikhtiyar ke maqam par hai aur woh is mumlikat par hamesha chokanna rehtay hain jo Allah ( azzwajal ) ne unhen di hai. Laa alh ila allah ho. Aur Allah ( azzwajal ) Al haye al qayyum ( hamesha zindah rehne wala hai ) ke samandar mein nahi hai. Jaisay hi Al haye al qayyum ka zikar hota hai Allah ( azzwajal ) is se pehlay hai. Allah ( azzwajal ) zindah nahi, jo bhi zindah hai ussay mout aati hai. Allah azzwajal zindagi aur mout ki samajh se bahar hai . Is ka matlab yeh hai ke yeh Allah azzwajal ki barayi aur azmat hai jis se woh malbos karta hai. Is ki ahmiyat jan-nay mein hai iss liye ke aap ko yeh janna hoga ke," ya rabbi jab mein bemaar hon aur jab mein theek nahi hon aur jab mein khaufzadah hon aur jab mein pareshani mehsoos karta hon to mein –apne badshah ki mojoodgi mein chala jata hon, kon mera badshah hai? Aur mujh par kis ka ikhtiyar hai? Aur woh mera maalik hai aur mein khud ka maalik nahi hon . Aur woh mera maalik mera badshah hai is ki mojoodgi mein mein khud ko is ke reham o karam par dalta hon. Ya sultan nasira ( sahib saltanat ) mujhe bchayie aur meri madad frmayie. Ke aap ﷺ Allah ( azzwajal ) se dua farmaen ke woh mujhe nijaat ataa kere “. Is ka matlab hai ke hum –apne aap ko sahib saltanat badshah ki mojoodgi mein daakhil hotay hue dekhte hain. Hum ney sachaai ke darwazay se daakhil honay ki dua ki aur baad mein bhi badshah se isi sachaai ke darwazay se janey ki ijazat li, ( haq ke darwazay se ) . Aur kaho ke ae parvar-digaar mujhe ( madeeney mein ) achi terhan daakhil kejio aur ( mukkay se ) achi terhan nikalio. Aur –apne haan se zor o quwat ko mera madadgaar banaiyo (surah al Isra : 80 )
is ka matlab yeh hai ke yeh haq ka darwaaza yeh turooq ( rastay ) hain. Kya aap zikar walay logon ke sath baithy aur yeh seekha ke aap –apne kirdaar aur –apne aamaal mein sachey kaisay hon? To phir aap un ke darwazay mein daakhil hue. Aur aap yeh kehte hain," jab mein is ki duniya se rukhsat hon, to mein is darwazay se jana chahta hon. Mein jhoot aur dhokay baz logon mein wapas daakhil nahi hona chahta hon. Mujhe un ( naik logon, aulia allah ) ki sohbat mein rehne aur marnay dijiye. Agar mein un ke darwazay par hon to, mein hamesha sultan nasira se puchta hon, woh jo Allah azzwajal ke ba ikhtiyar badshah hain. Allah azzwajal ki janib se jo ba ikhtiyar hain ke mujhe nijaat ataa karen . Allah ke siwa koi taaqat ya qowat nahi hai ) ke yeh taaqat aur qowat jo aap ke haath se aa rahi hai woh mujh taq puhanche aur meri mushkilaat ko daur kere, meri bimarion ko daur karde. Agar aap nahi jantay ke kis ka saamna karna hai aur aap haqeeqat ko nahi samajte hain to phir aap ko maloom nahi hai ke aap kis se baat kar rahay hain. Is mein kam taaqat hai . To, maarfat ke tareeqa ( gnosticism ) mein woh ( aulia allah ) hamein sikahnay atay hain. Jab aap ko mushkil paish aati hai aur aap ko tashweesh la-haq hoti hai aur aap ko bimarion ka saamna karna parta hai to phir madinah al munawara mein khud ko dekhen. Roza shareef mein khud ko dekhen. Syedna Mohammad ﷺ Ki dehleez par –apne aap ko dekhen." ya rabbi mein araha hon," Jaooka fastagharul laaha wastaghfara lahumur Rasool’. aur hum ney jo paighambar bheja hai is liye bheja hai ke kkhuda ke farmaan ke mutabiq is ka hukum mana jaye aur yeh log jab –apne haq mein zulm kar baithy they agar tumahray paas atay aur kkhuda se bakhshish mangte aur rasool ( kkhuda ) bhi un ke liye bakhshish talabb karte to kkhuda ko maaf karne wala ( aur ) meharban paate ( Surah nisa: 64 )
yeh ke mein syedna Muhammad ﷺ Ki mojoodgi mein araha hon aur mein aap se maffi maang raha hon, mein nijaat ke liye dua go hon, ya Syedi ya rasool kareem ﷺ Jo Allah ( azzwajal ) ney aap ﷺ Ko diya hai is se mujh taq pohnchain aur mere liye dua farmaen . . Allah taala ney aap ﷺ Ko jo qudrat aur taaqat ataa farmai hai, is ke libaas se mujhe malbos farmaen. Kya aap ko lagta hai ke is mohabbat aur is darkhwast ke sath shetan aap ke qareeb aasakta hai aur ( kya ) dushwari aap taq poanch sakti hai. Hamari dua hai ke Allah ( azzwajal ) hamein ziyada se ziyada feham ataa farmaiye. Ziyada se ziyada pyar ziyada se ziyada samajhney wala dil ataa kere, taakay hum uss haqeeqat mein ja saken apni, –apne khandan aur apni baradri ki hifazat ke lyie. Insha allah . Bi Hurmati Muhammad Al-Mustafa wa bi Siri Surat al-Fatiha.