
Urdu – روح بمقابلہ نفس و شیطان آپ کی زندگی اور فیصلوں کا کنٹرول چھین لینے کیلئے نفس…
روح بمقابلہ نفس و شیطان
آپ کی زندگی اور فیصلوں کا کنٹرول چھین لینے کیلئے نفس اور شیطان کی روح سے جنگ
𝐐&𝐀 – 𝐒𝐨𝐮𝐥 𝐯𝐬 𝐄𝐠𝐨 + 𝐒𝐚𝐭𝐚𝐧: 𝐓𝐡𝐞 𝐅𝐢𝐠𝐡𝐭 𝐖𝐢𝐭𝐡𝐢𝐧 𝐓𝐨 𝐂𝐨𝐧𝐭𝐫𝐨𝐥 𝐓𝐡𝐞 𝐁𝐨𝐝𝐲
اَعُوْذُ بِاللہ مِنَ الشَّیْطٰنِ الرَّجِیْمِ ۞بِسْمِ اللہ الرَّحْمٰنِ الرَّحِیْمِ ۞
اللَّهُمّ صَلِّ عَلَى سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ النَّبِّيِّ الأُمِّيِّ وَعَلَى آلِهِ وَصَحْبِهِ وَسَلِّمْ
|مولانا شیخ سید نورجان میر احمدی نقشبندی ق|
ای میلز موصول ہورہی ہیں ، ( کرونا وائرس کے بعد ) جب سب کچھ دوبارہ کھل رہا ہے اور دنیا ایک بار پھر کھل رہی ہے اور لوگ اپنے قرانطینہ اور اپنے خلوت سے نکل رہے ہیں ( پوچھ رہے ہیں ) کیا احتیاطی تدابیر اختیار کریں ۔ اور اپنے نفس کیلئے ہمیشہ ایک تاکید کہ اللہ (عزوجل) کیلئے کچھ بھی نہیں بدلا ، دنیا کوئی ایسی مقدس جگہ نہیں بن گئی کہ اللہ (عزوجل) اب ان سے خوش ہو گیا ہے ، یہ محض ایک امتحان ہے اور یہ امتحان لہروں کی شکل میں آئیں گے۔ایمان والے (اگر) یہ سوچتے ہوئے اپنی ڈھال ہٹا دیں کہ سب کچھ ختم ہو گیا ، تو ایسا کرنا کوئی بہت عقلمندی کی بات نہیں ۔ یعنی ، اپنی ڈھال (تحفظ) برقرار رکھیں ، اپنا تعویذ پہنے رکھیں ، اپنی روحانی مشقیں (اوراد ، آداب) برقرار رکھیں ؛ وضو قائم رکھیں، اینرجی (قدرہ) کو سمجھنا جاری رکھیں، ان تمام مشکلات کے خلاف تحفظ اور احتیاط کے طور پر۔ یہ ساری ای میلز جو موصول ہو رہی ہیں: ‘ایسا ہو رہا ہے ، ویسا ہو رہا ہے ، گھر مشکل میں ہے ، ہمیں اینرجی محسوس ہورہی ہیں ، ہم…’ یہ سب کچھ، ان کا جواب طریقت کی بنیاد ی باتوں میں ہے۔
۱: اپنا تمام روحانی تحفظ قائم رکھیں کہ آپ کو تعویذ رکھنا ہے اور یہ تعویذ اپنے اوپر پہنے رکھنا ہے ، اپنے کمروں اور گھروں ، گاڑیوں کیلئے تعویذ ہوں، بچوں کو پہنائیں ، ایک بار جب ہم ان چیزوں کی حفاظت ان روحانی برکات اور نعمتوں کے زریعے کرلیں گے تو،
۲:پھر ہماری روحانی آداب کہ : مراقبہ قائم رکھیں، تفکر قائم رکھیں، مشائخ سے مدد مانگیں کہ ہمیں اس حقیقت کی برکت سے نوازیں، اس حقیت کی نعمت سے نوازیں۔ یعنی ڈھال گرنے نہیں دینی ، یہ سوچتے ہوئے کہ سب ختم ہو گیا ہے ، یہ صرف اللہ (عزوجل) کی رحمہ کے مرحلے ہیں ، کیونکہ اگر اللہ (عزوجل) شدت کا رخ کھول دیتا، تو ذرا تصور کریں کہ انسانیت پر کتنا شدید جبر ہوگا۔ کہ اگر سب کچھ ایک ہی وقت میں ڈھیر ہو جائے۔
لہذا، یہ (امتحان ) بطورِ رحمت مراحلہ وار ہوتا ہے، آپ کو سانس لینے کیلئے تھوڑا سا وقت دیا جاتا ہے اور پھر یہ مشکلات کے سمندر دوبارہ شروع ہو جاتے ہیں، اور ٹیسٹنگ اور کرشنگ، لیکن ایمان والوں کو لگاتار ایک محتاط حالت میں رہنا ہے— وہ اپنے تعویذ کو اپنے ساتھ رکھتے ہیں ، اپنی مشقوں (روحانی آداب) کے ساتھ ، اپنی تمام تربیت کے ساتھ، اور وہ اچھے دنوں کی طرف گامزن رہتے ہیں اور پھر مشکلات کے دنوں میں انتظار کرتے ہیں جب مشکلات کا سامنا ہوتا ہے… کنکشن ختم ہوگیا… ہمیں برکت دیں اور ان تمام مشکلات سے محفوظ رکھے، انشاء اللہ ۔
سوال۱: محترم سیدی ، کیا نفس کی بنیاد وہ سارا خوف اور جذبات ہیں جس کا سامنا ہم نے بچپن سے کیا ہے ؟ کیا یہ ہمارے شعور کو بلند ہونے سے روکتاہے اور کیامراقبہ اس پر قابو پانے کا ایک طریقہ ہے ؟
مولانا شیخ سید نورجان میراحمدی نقشبندی (ق)
نفس ایک ایسی مخلوق ہے، جسے جہنم سے پیدا کیا گیاہے اور شیطان اس کا ساتھی ہے، اسکی شناسائی شیطان کےساتھ ہے اور اس نفس کو انسان کے اندر لگا دیا گیا ہے۔ تو انسان ایک بس کے جیسا ہے ۔ اس کا مادی جسم محض ایک سواری جیساہے اور اللہ (عزوجل) نے اس گاڑی کے اندر کچھ مسافر بیٹھائے اور پھر فرمایا: اپنے سفر پر چلو اور دیکھتے ہیں یہ ڈرائیو اور آپکا یہ سفر کون جیتے گا۔ تو آپ کے پاس … سامنے ایک مسافر بیٹھا ہے ، دو مسافر پیچھے بیٹھے ہیں اور وہ اس ( گاڑی یعنی مادی جسم) کو چلانے کیلئے تگ و دو شروع کردیتے ہیں ، لہذا یہ معاملہ کار کے اندر مار دھاڑ اور ہاتھا پائی کےجیسا ہے۔اور یہ بنیادی طور پر اس حقیقت کی ایک مثال ہے ۔
لیکن ، کیونکہ وہ دو نوں مسافر ایک دوسرے کے ساتھی بن جاتے ہیں اور وہ روح کو دھکیل دیتے ہیں۔ لہذا جب آپ کی پیدائش ہوئی ہے تو آپ کی گاڑی دراصل روح چلا رہی ہوتی ہے اور اللہ (عزوجل) اس کے اندر شیطان اورنفس کوجگہ دے دیتا ہے۔ لہذا بچے کی عمر جیسے بڑھتی ہے ، جسے وہ شرارتی دو سال ، ‘ٹیریبل ٹوز’ کہتے ہیں کیونکہ، اب اس کانفس بڑھا ہورہا ہے ، لہذا اب پیچھے بیٹھا مسافر شیطان کاساتھی بن جاتا ہے اور رویہ جنم لے رہے ہیں اور خواہشات (پیدا ہو رہی ہیں) اور ماحول کا جو اثر اس بچے پر پڑ رہا ہے — پیچھے بیٹھے وہ دونوں (نفس اور شیطان ) مضبوط ہوتے جارہے ہیں۔
لہذا، اسکے نتیجے میں وہ روح کو پریشان کرنے لگتے ہیں۔ اور اُس وقت (بچوں میں ) آپ چیخ و پکار، شرارتی پن دیکھتے ہیں ، اب وہ نہیں سنتے … آپ دیکھ سکتے ہیں کہ کردار بدل گیا ہے۔ ابھی تیزی سے آگے، پندرہ، سولہ، بیس پچیس عمر میں، یہ دو نوں بہت مضبوط بن گئے ۔نفس جس کی بنیادآگ ہے اور اس کا قدرتی پارٹنر اور دوست شیطان ہے۔ وہ دونوں ایک ساتھ ٹیم بنا لیتے ہیں اور شریک (پارٹنر) بن جاتے ہیں، یہ دونوں روح کے پیچھے پڑے ہیں اور اس عمر تک ، عموماً وہ روح کو پکڑ کے پیچھے (پچھلی سیٹ پر) پھینک دیتے ہیں ، اسے باندھ دیتے ہیں، جیسے وہ یرغمال ہے۔ اور وہ (دونوں) گاڑی کو پوری طرح چلا رہے ہیں اور اسی وجہ سے آپ دیکھتے ہیں کہ نوعمر ی (ٹین ایج )سے آگے سارے سالوں میں (بچے ) برے فیصلے کرتے ہیں۔
ایسا گھر جہاں مضبوط اسلامی طور طریقہ ہوں ، وہاں گاڑی میں لگاتار میدانِ جنگ بنا رہتا ہے۔ ہر قسم کی دوائی اور ہر طرح کی برکات اور برکتیں مسلسل دی جاتی ہیں ، جو اس نفس کو کمزور کرتی ہیں اور شیطان کو کمزور کرتی ہیں تاکہ کم از کم اس رشتے میں روح کا بھی کچھ کنٹرول رہے۔ اور یہ زندگی کی ساری برکتیں اور تمام نعمتیں بن جاتی ہیں۔ تو پھر زرا تصور کریں، وہ خاندان، جنہوں نے اپنے خاندانوں کی پرورش طریقت میں کی ہو ، اور اب انہوں نے جسم میں تعویذ بھی لگایا ہو ا ہے، تو یہ ایسا ہے جیسے گاڑی پر تعویذ لگایا ہو، یہ گاڑی کی ایک ڈھال ہے کہ یہ دو نوں ( شیطان اور نفس) جو شریک بن رہے ہیں ، کمزورہو جائیں گے۔ لہذا اس شخص کی روح کو دفاع کا موقع مل جائے گا ، کہ اُن کے نفس اتنے آتشی نہیں ہیں، اُنکی زندگی کی تمام رویوں اور طرز عمل کی وجہ سے۔ اور ان کا شیطان اتنا آتشی اور مضبوط نہ رہا ، کیونکہ اُن کا کھانا ٹھیک تھا ، اُن کا پینا ٹھیک تھا ، اُنہوں نے اپنی مشقیں کی، انھوں نے اپنا ذکر کیا اور شیطان کی یہ آگ کمزور ہو گئی ، لہذا ، اُنکے پاس اب کم از کم لڑائی کا موقع ہے، جب تک کہ وہ اٹھارہ، انیس برس کے نہیں ہو جاتے ، جہاں وہ اپنی حقیقت سے انتخاب کرتے ہیں کہ ایسی زندگی گزاریں جو ان بابرکت روحانی آداب اور ایمان کی جانب ہو اور اُن کا ایمان اتنا مضبوط ہوجائے کہ ان کی روح کو تقویت ملے اور وہ اُن دونوں (نفس اور شیطان) کو مقابلہ شروع کردیتی ہے ۔ انہوں نے اپنے نفس کو مار ڈالا، کیونکہ وہ اپنے رمضان ، اپنی روحانی مشقوں ، صلوات (درود شریف ) ، ذکر اور صلاۃ (نماز) میں شرکت کرتے رہے، — یہ سب کچھ اور ساتھ ساتھ وہ شیطان سے، اور آگ سے اور شیطانی خواہشات سے لڑتے رہے ۔کم ازکم ، ان بری خواہشات اور بد خصائل کو نیچے لے آتے ہیں۔
جب اُن کی عمر بڑھتی ہے ،اور وہ ان تعلیمات اور ان مفہوم کی جانب متوجہ ہوتے تو پھر اللہ (عزوجل) ان کو ترغیب کرے گا: ‘ان لوگوں کے ہمراہ ہو جاؤ جو ان دونوں (نفس اور شیطان )سے لڑنا جانتے ہیں ، وہ نفس کا مقابلہ کرنا جانتے ہیں اور وہ شیطان کے ساتھ معاملہ کرنا جانتے ہیں ‘۔اس لئے ، جیسے ہی آپ طروق (روحانی سلسلہ) اور طریقت میں داخل ہوں گے تو وہ (مُرشد ) آپ کو آپکے اوراد ، آپکے ذکردیتے ہیں۔ اپنے تعویذ پہنیں ، گھر میں لگائیں۔ یہ تمام آسمانی ہتھیار ہیں اور آسمانی لڑائی کا سازوسامان ہیں۔
لہذا جو بھی جنگی فلمیں اور لڑائی والی فلمیں دیکھتا ہے (جانتا ہے کہ) آپ کے پاس صحیح ہتھیار ہونا ضروری ہے، ورنہ آپ جنگ میں بغیر تیاری کےآرہے ہیں ۔ لہذا ہمیں آسمانی اسلحے کی ضرورت ہے، نہ کہ مادی دنیاکے ہتھیاروں کی۔ جن لوگوں کو آپ جانتے ہیں جو جسمانی مشقت کرتے ہیں اور مشقت کرتے ہیں اور اپنے مادی جسم کو بہت مضبوط اور بہت تگڑا بنالیتے ہیں —یہ تیاری ضروری نہیں ۔ تیاری قلب، روح اور روشنی کی ہے، وہ اپنے ہتھیار آسمان (ملکوت) سے لیتے ہیں۔ وہ تعویذ پہنتے ہیں، تعویذ گھر میں لگاتے ہیں ، وہ ذکر کرتے ہیں ، وہ اوراد پڑھتے ہیں ، تب شیخ تعلیم دینے لگتے ہیں — اپنا رابطہ بنائیں تاکہ آپ کو اپنے برے کردار کے خلاف زیادہ موقع ملے۔ چنانچہ جیسے ہی وہ تفکر کیلئے بیٹھیں ، پھر اب اس گاڑی کا تصور کریں ، ہم نے بیان کیا کہ جس میں دو شیطان بیٹھے ہیں۔ شیطان اور نفس آگے ( فرنٹ پر)بیٹھے ہیں، اور روح پیچھے بیٹھی اپنی زندگی کا کنٹرول لینے کیلئے کوشش کر رہی ہے ۔ کیونکہ اگر آپ گاڑی چلا رہے ہیں تو آپکی زندگی کا کنٹرول آپ کے پاس ہوگا ۔
لہذا، کئی بار آپ اپنے خواب میں دیکھتے ہیں کہ آپ ڈرائیونگ نہیں کر پارہے یا آپ گاڑی چلانے کیلئے کوشش کر رہے ہیں – کیونکہ آپ تسلیم کیلئے جدوجہد کر رہے ہیں ۔ آپ کوشش کر رہے ہیں کہ پچھلی سیٹ پر بیٹھی روح ، ڈرائیو کرے اور ان دونوں بری چیزوں کو پچھلی سیٹ میں پھینک دیں، جس میں آپ جسم کو چلا رہے ہیں اور آپ اُس منزل میں لیکر جا رہے ہیں ، جہاں اللہ (عزوجل) چاہتا ہے۔ مراقبے کے ساتھ اور آداب کے ساتھ ، وہ آسمانی (ملکوتی) اینرجی ہے۔
تو جیسے ہی روح پیچھے بیٹھی ہے ، اور مراقبہ کرنا سیکھ رہی ہے ۔۔مراقبہ، تفکر ،غوروفکر—تو کیا ہوتا ہے؟ شیخ کا فیض اور مدد نازل ہوتے ہیں ، جیسے ہی اینرجی آتی ہے ، روح بہت طاقتور ہو جاتی ہے کیونکہ مدد سے مراد کہ آپ شیخ کی اینرجی سے مانگ رہے ہیں، تو اب بس آپ (اکیلے) نہیں رہے ، اب آپ ہیں، شیخ ہیں اور شجرہ ہے، اور نقشبندی مشائخ کی چین ہے ، اب سب پیچھے بیٹھے ہیں۔ تو فوراً ہی وہ تشریف لائے اور وہ ان دو اینرجیوں کو پیچھے پھینک دیتے ہیں ، اور وہ فرنٹ کو کنٹرول کرتے ہیں اور وہ ہدایت کو کنٹرول کرتےہیں اور وہ اس سمت کو کنٹرول کرتے ہیں جہاں اس گاڑی کو جانا ہے۔
لہذا، اس کا اثر بہت منور ہے جب وہ مدد مانگتے ہیں، مدد مانگتے رہتے ہیں ، یہ اینرجیاں (قوت) روح پہ نازل ہوتی ہیں۔ اب آپ اکیلے شیطان اور اپنے نفس سے لڑنے کی کوشش نہیں کر رہے ، کیونکہ تمام مشائخ تشریف لارہے ہیں۔ تمام مشائخ کی مدد تشریف لارہی ہے۔ تمام صحابہ کرام ؑکی مدد تشریف لاہی ہے۔ تمام اھل بیت ؑکی مدد تشریف لارہی ہے ۔ اگر یہ سب آرہے ہیں ،تو سیدنا محمد (ﷺ) کا حضور، اور تجلی، آقا کی نظر( ﷺ) اُس طالب علم کی مدد کررہی ہے۔ اور اس کی پرورش کررہی ہے۔ تو اس جنگ کے خلاف ایک بہت عظیم، عظیم اثرہے۔ اور اس لئے جنگ ایک بمقابلہ سات لاکھ ہے جو کہ صرف آپکے برُے کردارکے خلاف ہے۔
لیکن مدد کے ساتھ ہمارے پاس جیتنے کا موقع ہے کیونکہ مدد تو لامحدود ہے اور ان اولیاء کرام کی طاقت ، ان ولیوںؑ کی طاقت، صحابیؑ کی طاقت، اھل بیت ؑکی طاقت، ایسی ہے کہ اسکا تصور نہیں کیا جا سکتا، اگر وہ اپنی مدد اور اپنی برکتیں بھیج دیں ، تو الحمد للہ، اللہ (عزوجل) کا فیض اور مدد ایمان والے کو مل رہی ہے— إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّهِ وَالْفَتْحُ —جب اللہ ( عزوجل)بیان فرماتا ہے : جب میری نَصْرُ اللَّـهِ — میری مدد آتی ہے ۔ تو لوگ کیاتوقع رکھتے ہیں کہ اللہ (عزوجل) ذاتی طور پر ان کے ہاتھ میں بجلی بھیجے گا اور ان کو ایک شاٹ کے ساتھ مار دے گا؟ اُن کی موت ہو جاتی۔
إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّهِ وَالْفَتْحُ ۞
جب اللہ کی مدد اور فتح آپہنچے
سورۃ النصر (۱۱۰)آیت ۱
لہذا جب اللہ (عزوجل) مدد بھیجنا چاہتا ہے اور وہ نَصْرُ اللَّهِ بھیجتا ہے ، اُنکے زریعے بھیجتا ہے ، جن کی پہلے سےہی مدد کی گئی ہے۔ براہ راست کیوں بھیجی جائے ، یہ سوچنے کا مغرور انداز ہے۔ اللہ (عزوجل) فرماتا ہے کہ ‘میں ان لوگوں کو بھیجوں گا جن کی میں نے پہلے ہی مدد فرمائی ہے اور سالوں اُنکی تربیت کی ہے ۔ اُن کو قوت ( اینرجیاں) دی ہیں ، انہیں ان اینرجیوں سے نوازا گیا ہے’ اگر وہ آپ کی طرف آئیں تو یہ اللہ (عزوجل) کی طالب علم کیلئے مدد الہی ہے تاکہ اُسےمشکل سے نکال کر آسانی کی جانب لے جائیں، برائی سے نیکی کی جانب، انشااللہ اور سیدنا محمد ﷺ کی بارگاہ کی جانب ، انشااللہ۔
𝐓𝐫𝐚𝐧𝐬𝐥𝐢𝐭𝐞𝐫𝐚𝐭𝐢𝐨𝐧 || Ruh ba-muqabla Nafs o Shaytan—Aap ki zindagi aur faislon ka control chean lainay ke liye Nafs aur Shaytan ki ruh se Jung: Emails masool horahee hain, ( COVID-19 ke baad ) jab sab kuch dobarah khul raha hai aur duniya aik baar phir khul rahi hai aur log apne quarantine aur apne khalwat se nikal rahay hain ( pooch rahay hain ) kya ahteyati tadabeer ikhtiyar karen. Aur apne nafs ke liye hamesha aik takeed ke Allah (AJ) ke liye kuch bhi nahi badla, duniya koi aisi muqaddas jagah nahi ban gayi ke Allah (AJ) ab un se khush ho gaya hai, yeh mehez aik imthehaan hai aur yeh imthehaan lehron ki shakal mein ayen ge. imaan walay ( agar ) yeh sochte hue apni dhaal hata den ke sab kuch khatam ho gaya, to aisa karna koi bohat aqalmandi ki baat nahi. Yani, apni dhaal ( tahaffuz ) barqarar rakhen, apna taveez pehnay rakhen, apni Rohani mashqen ( awrad , aadaab ) barqarar rakhen ; wudu qaim rakhen, energy ( Qudra ) ko samjhna jari rakhen, un tamam mushkilaat ke khilaaf tahaffuz aur ahthyat ke tor par. Yeh saari emails jo masool ho rahi hain :’ Aisa ho raha hai, waisa ho raha hai, ghar mushkil mein hai, hamein energy mehsus horahee hain, hum …’ yeh sab kuch, un ka jawab tareqat ki bunyaadi baton mein hai. 1 : apna tamam Rohani tahaffuz qaim rakhen ke aap ko taveez rakhna hai aur yeh taveez apne upar pehnay rakhna hai, apne kamron aur gharon, gariyon ke liye taveez hon, bachon ko pehnayin, aik baar jab hum un cheezon ki hifazat un Rohani Barkaat aur nematon ke zariye karlen ge to. 2: Phir hamari Rohani aadaab ke : Muraqba qaim rakhen, tafakar qaim rakhen, mashaiykh se madad mangeen ke hamein is haqeeqat ki barket se nawaazain, is haqeeqat ki Nemat se nawaazain. Yani dhaal girnay nahi deeni, yeh sochte hue ke sab khatam ho gaya hai, yeh sirf Allah (AJ) ki Rehma ke marhalay hain, kyunkay agar Allah (AJ) shiddat ka rukh khol deta, to zara tasawwur karen ke insaaniyat par kitna shadeed jabar hoga. Kay agar sab kuch aik hi waqt mein dhair ho jaye . Lehaza, yeh ( imthehaan ) bator-e-rehmat mrahalah waar hota hai, aap ko saans lainay ke liye thora sa waqt diya jata hai aur phir yeh mushkilaat ke samandar dobarah shuru ho jatay hain, aur testing aur crushing, lekin imaan walon ko lagataar aik mohtaat haalat mein rehna hai — woh apne taveez ko apne sath rakhtay hain, apni mashqon ( Rohani aadaab ) ke sath, apni tamam tarbiyat ke sath, aur woh achay dinon ki taraf gamzan rehtay hain aur phir mushkilaat ke dinon mein intzaar karte hain jab mushkilaat ka saamna hota hai … conection khatam hogaya … hamein barket den aur un tamam mushkilaat se mehfooz rakhay, InshaAllah .
Sawal 1: Mohtaram Sayedi, kya nafs ki bunyaad woh sara khauf aur jazbaat hain jis ka saamna hum ne bachpan se kya hai? Kya yeh hamaray shaoor ko buland honay se roktahe aur kia Muraqba is par qaboo panay ka aik tareeqa hai ?
|Mawlana Shaykh sayed Nurjan Mirahmadi Naqshbandi Q | Nafs aik aisi makhlooq hai, jisay jahannum se peda kya gaya hai aur Shaytan is ka saathi hai, uski shanasaai Shaytan ke sath hai aur is nafs ko insaan ke andar laga diya gaya hai. To insaan aik bus ke jaisa hai. Is ka maadi jism mehez aik sawari jaisa hai aur Allah (AJ) ne is gaari ke andar kuch musafir bithaye hain aur phir farmaya : apne safar par chalo aur dekhte hain yeh drive aur aapka yeh safar kon jeetay ga. To aap ke paas … samnay aik musafir betha hai, do musafir peechay baithy hain aur woh is ( gaari yani maadi jism ) ko chalanay ke liye tug-o-do shuru kardete hain, lehaza yeh maamla car ke andar maar dhaar aur haatha payi ke jaisa hai. Aur yeh bunyadi tor par is haqeeqat ki aik misaal hai . Lekin, kyunkay woh dono musafir aik dosray ke saathi ban jatay hain aur woh ruh ko dhakel dete hain. Lehaza jab aap ki paidaiesh hui hai to aap ki gaari darasal ruh chala rahi hoti hai aur Allah (AJ) is ke andar Shaytan aur nafs ko jaga day deta hai. Lehaza bachay ki umar jaisay barhti hai, jisay woh shararti do saal, ‘Terrible two’ kehte hain kyunkay, ab is ka nafs barha ho raha hai, lehaza ab peechay betha musafir Shaytan ka sathi ban jata hai aur rawayya janam le rahay hain aur khwahisaat ( peda ho rahi hain ) aur mahol ka jo assar is bachay par par raha hai — peechay baithy woh dono ( nafs aur Shaytan ) mazboot hotay jarahay hain . Lehaza, uskay nateejay mein woh ruh ko pareshan karne lagtay hain. Aur uss waqt ( bachon mein ) aap cheekh o pukaar, shararti pan dekhte hain, ab woh nahi suntay … aap dekh satke hain ke kirdaar badal gaya hai. Abhi taizi se agay, 15, 16, 20, 25 umar mein, yeh do nu bohat mazboot ban gaye. Nafs jis ki bunyad aag hai aur is ka qudrati partners aur dost Shaytan hai. Woh dono aik sath team bana letay hain aur shareek ( partners ) ban jatay hain, yeh dono ruh ke peechay parre hain aur is umar tak, umooman woh ruh ko pakar ke peechay ( pichli seat par ) pheink dete hain, usay bandh dete hain, jaisay woh yarghamal hai. Aur woh ( dono ) gaari ko poori terhan chala rahay hain aur isi wajah se aap dekhte hain ke no-umari ( teenage) se agay saaray saloon mein ( bachay ) buray faislay karte hain . Aisa ghar jahan mazboot islami tor tareeqa hon, wahan gaari mein lagataar midan-e- jung bana rehta hai. Har qisam ki dawai aur har terhan ki Barkaat aur barkaten musalsal di jati hain, jo is nafs ko kamzor karti hain aur Shaytan ko kamzor karti hain taakay kam az kam is rishte mein ruh ka bhi kuch control rahay. Aur yeh zindagi ki saari barkaten aur tamam naematain ban jati hain. To phir zara tasawwur karen, woh khandan, jinhon ne apne khandano ki parwarish Tareqat mein ki ho, aur ab unhon ne jism mein taveez bhi lagaya ho a hai, to yeh aisa hai jaisay gaari par taveez lagaya ho, yeh gaari ki aik dhaal hai ke yeh dono ( Shaytan aur nafs ) jo shareek ban rahay hain, kamzor ho jayen ge. Lehaza is shakhs ki ruh ko dafaa ka mauqa mil jaye ga, ke unn ke nafs itnay aatshi nahi hain, unkee zindagi ki tamam rawaiyon aur tarz amal ki wajah se. Aur un ka Shaytan itna aatshi aur mazboot nah raha, kyunkay unn ka khana theek tha, unn ka piinaa theek tha, onhon ne apni mashqen ki, unhon ne apna zikar kya aur Shaytan ki yeh aag kamzor ho gayi, lehaza, unke paas ab kam-az-kam larai ka mauqa hai, jab tak ke woh 18, 19 baras ke nahi ho jatay, jahan woh apni haqeeqat se intikhab karte hain ke aisi zindagi guzaraian jo un babarkat Rohani aadaab aur imaan ki janib ho aur unn ka imaan itna mazboot hojaye ke un ki ruh ko taqwiyat miley aur woh unn dono ( Nafs aur Shaytan ) ko muqaabla shuru kardeti hai. Unhon ne apne nafs ko maar dala, kyunkay woh apne Ramadan, apni Rohani mashqon, salawat ( Durud shareef ), zikar aur salah ( namaz ) mein shirkat karte rahay, — yeh sab kuch aur sath sath woh Shaytan se, aur aag se aur shaytani khwahisaat se lartay rahay. kam azkam, un buri khwahisaat aur bad khasayel ko neechay le atay hain . Jab unn ki umar barhti hai, aur woh un talemaat aur un mafhuum ki janib mutwajjah hotay to phir Allah (AJ) un ko targheeb kere ga :’ un logon ke hamrah ho jao jo un dono ( nafs aur Shaytan ) se larna jantay hain, woh nafs ka muqaabla karna jantay hain aur woh Shaytan ke sath maamla karna jantay hain ‘. is liye, jaisay hi aap Taruq ( Rohani silsila ) aur tareqat mein daakhil hon ge to woh ( Murshid ) aap ko apke awraad , apke zikr dete hain. Apne taveez pehnein, ghar mein lagayen. Yeh tamam aasmani hathyaar hain aur aasmani larai ka saz-o-samaan hain . Lehaza jo bhi Jungi films aur larai wali films daikhta hai ( jaanta hai ke ) aap ke paas sahih hathyaar hona zaroori hai, warna aap jung mein baghair tayari ke arhay hain. Lehaza hamein aasmani aslehay ki zaroorat hai, nah ke maadi dunya ke hathyaaron ki. Jin logon ko aap jantay hain jo jismani mushaqqat karte hain aur mushaqqat karte hain aur apne maadi jism ko bohat mazboot aur bohat tagra bnalite hain — yeh tayari zaroori nahi. Tayari qalb, ruh aur roshni ki hai, woh apne hathyaar aasman ( malkut ) se letay hain. Woh taveez pehantay hain, taveez ghar mein lagatay hain, woh zikar karte hain, woh Awrad parhte hain, tab Shaykh taleem dainay lagtay hain — apna rabita banayen taakay aap ko apne buray kirdaar ke khilaaf ziyada mauqa miley. Chunancha jaisay hi woh tafakar ke liye bathain, phir ab is gaari ka tasawwur karen, hum ne bayan kya ke jis mein do Shaytan baithy hain. Shaytan aur nafs agay ( front par ) baithy hain, aur ruh peechay baithi apni zindagi ka control lainay ke liye koshish kar rahi hai. Kyunkay agar aap gaari chala rahay hain to apkee zindagi ka control aap ke paas hoga . Lehaza, kayi baar aap apne khawab mein dekhte hain ke aap driving nahi kar par hai ya aap gaari chalanay ke liye koshish kar rahay hain – kyunkay aap tasleem ke liye jad-o-jehad kar rahay hain. Aap koshish kar rahay hain ke pichli set par baithi ruh, drive kere aur un dono buri cheezon ko pichli set mein pheink den, jis mein aap jism ko chala rahay hain aur aap uss manzil mein leker ja rahay hain, jahan Allah (AJ) chahta hai. Muraqbe ke sath aur aadaab ke sath, woh aasmani ( malkoti ) energy hai . To jaisay hi ruh peechay baithi hai, aur muraqba karna seekh rahi hai. . muraqba, tafakkar, ghor fikar kya hota hai? Shaykh ka Faiz aur madad nazil hotay hain, jaisay hi energy aati hai, ruh bohat taaqatwar ho jati hai kyunkay madad se morad ke aap Shaykh ki energy se maang rahay hain, to ab bas aap ( akailey ) nahi rahay, ab aap hain, Shaykh hain aur shajrah hai, aur nqshbndi mashaiykh ki chain hai, ab sab peechay baithy hain. To foran hi woh tashreef laaye aur woh un do energiyo ko peechay pheink dete hain, aur woh front ko control karte hain aur woh hadaayat ko control karte hain aur woh is simt ko control karte hain jahan is gaari ko jana hai. Lehaza, is ka assar bohat munawar hai jab woh madad mangte hain, madad mangte rehtay hain, yeh energies ( qowat ) ruh pay nazil hoti hain. Ab aap akailey Shaytan aur apne nafs se larnay ki koshish nahi kar rahay, kyunkay tamam mashaiykh tashreef larhe hain. Tamam mashaiykh ki madad tashreef larhi hai. Tamam Sahaba karaam Ki madad tashreef la rahi hai. Tamam Ahlul Bayt Ki madad tashreef larhi hai. Agar yeh sab arhay hain, to Sayedena Muhammad (saws) ka Huzoor, aur Tajallii, Aaqa ki Nazar (saws) uss taalib ilm ki madad kar rahi hai. Aur is ki parwarish kar rahi hai. To is jung ke khilaaf aik bohat azeem, azeem asar hai. Aur is liye jung aik ba muqabla saat laakh hai jo ke sirf apke buray kirdar ke khilaaf hai . Lekin madad ke sath hamaray paas jeetnay ka mauqa hai kyunkay madad to laa-mehdood hai aur un Awliya karaam (as) ki taaqat, un Walyoon (as) ki taaqat, Sahabi (as) ki taaqat, Ahlul Bayt (as) Ki taaqat, aisi hai ke uska tasawwur nahi kiya ja sakta, agar woh apni madad aur apni barkaten bhaij den, to Alhamdulilah, Allah (AJ) ka Faiz aur madad imaan walay ko mil rahi hai — Idha jaa’a Nasrullahi wal Fath— Allah (AJ) bayan farmata hai : jab meri Nasrullah — meri madad aati hai. Toh log kia tuwaqah rakhtay hain ke Allah (AJ) zaati tor par un ke haath mein bijli beje ga aur un ko aik shot ke sath maar day ga? unn ki mout ho jati { Surah An-Nasr, Ayat 1- “Jab Allah ki Madad aur Fatah aa pohnche”} Lehaza jab Allah (AJ) madad bhejna chahta hai aur woh Nasrullah bhejta hai, unke zariye bhejta hai, jin ki pehlay se hi madad ki gayi hai. Barah e raast kyun bhaije jaye, yeh sochnay ka maghrour andaaz hai. Allah (AJ) farmata hai ke’ mein un logon ko beju ga jin ki mein ne pehlay hi madad farmai hai aur saloon unkee tarbiyat ki hai. Unn ko qowat ( energies ) di hain, inhen un energies se nawaza gaya hai’ agar woh aap ki taraf ayen to yeh Allah (AJ) ki taalib ilm ke liye madad illahi hai taakay ussay mushkil se nikaal kar aasani ki janib le jayen, buraiee se neki ki janib, Insha’Allah aur Sayedena Muhammad (saws) ki bargaah ki janib, Insha’Allah .||
𝐎𝐫𝐢𝐠𝐢𝐧𝐚𝐥 𝐀𝐫𝐭𝐢𝐜𝐥𝐞: Emails are coming in that as a result of things that are opening and the world is opening again and people are leaving their quarantines and their seclusions, that what precautions to take. And always a reminder for myself that nothing has changed for Allah (AJ), that the world didn’t become something holy and Allah’s (AJ) happy with them now, this is just a test and these tests are going to be coming in waves. That for the believer to disarm themself and think everything is over then wouldn’t be the wisest thing for them to do. Means that keep our protection, keep our ta’weez (prayer for protection), keep our practices, keep the wudu (ablution), keep all of the energy understandings as a protection and a precaution against all these difficulties. All these emails that are coming in about, ‘This happening, that happening, the house is in difficulty, we’re feeling energies, we’re…’ all of these it goes back to the basis of the tariqah (spiritual path) is in, one – having all of your spiritual protection. That you have to have the ta’weez and put this ta’weez upon ourselves, we have to have the ta’weez for the rooms and for the homes, for the cars, put upon the children, once we’ve protected these things with these spiritual barakahs and blessings then our spiritual practices is then – to keep the meditation, keep the tafakkur (contemplation), asking for the madad (support) of the shaykhs to be dressed by that reality blessed by that reality. Means not letting the guard to drop thinking everything is over, these are just cycles of Allah’s (AJ) rahmah (mercy), for if Allah (AJ) was to turn the intensity just imagine how difficult of an oppression that would be upon humanity – that if everything just collapsed at once. So it goes in phases as a rahmah – give you a little bit of time to breathe and then it begin again in oceans of difficulties and testings and crushing. But for the believers a constant state of alertness – they keep themselves with their ta’weez, with their practices, with all that they’ve been trained and they continue towards the good days and then waiting again the days of difficulty when difficulties… [connection lost] …bless us and protect us from all of this difficulty inshaAllah.
𝐐𝐮𝐞𝐬𝐭𝐢𝐨 : Sayyidi is the ego based on all the fear emotion we experience since childhood is what’s stopping us to raise our consciousness and is meditation a way to overcome this?
𝐌𝐚𝐰𝐥𝐚𝐧𝐚 𝐒𝐡𝐚𝐲𝐤𝐡 𝐍𝐮𝐫𝐣𝐚𝐧 𝐌𝐢𝐫𝐚𝐡𝐦𝐚𝐝𝐢: The nafs (ego) is a creature that created from a jahannam (hellfire) and his companion is shaitan (satan), his familiarity is with shaitan, and this nafs is put within insan (mankind). So human is like a bus – his physicality is merely a vehicle and Allah (AJ) placed within that vehicle a couple of passengers and then said ‘Go on your journey and let’s see who wins this drive and this journey of yours.’ So you have somebody… one passenger in the front, two passengers in the back and they start going for it, so it’s like a knock down and punching battle inside the car and that’s basically the analogy of this reality, but because the two of them become partners they get together and they throw the soul. So when you’re born your soul is actually driving the vehicle and Allah (AJ) place within it the shaitan and the nafs, so as soon as the child becomes of an age they say about ‘Naughty two’s’ the ‘Terrible two’ because its nafs is now growing, so that passenger in the back is now partnering with shaitan and conditioning and desires and what the environment is being impacted upon that child – those two in the back are becoming stronger so as a result they begin to bother the soul and that’s when you see the screaming, the yelling, the naughtiness, they don’t listen anymore, they’re… you can see the character has changed. Now fast forward to 15,16,20,25, those two have become very strong, the nafs that comes from a fiery source and its natural partner and friend is shaitan so they team together and become sharik (partner), the two of them are after the soul and by that age usually they’ve taken the soul thrown him into the back, tied him up like he’s a hostage and they’re driving the car completely and that’s why you see then from teenage years all the way up all the bad choices that are being made. A home with strong Islamic practices is a constant battleground into that car, it’s a constant putting in all sorts of medicines and all sorts of barakahs and blessings that weaken that nafs and weaken that shaitan so that at least the soul has some control in this relationship, and that becomes all the barakah and all the blessings in life. So imagine then the families that have raised their families with tariqahs, that they even now put ta’weezs onto the body – so that’s like a ta’weez onto the car, that’s a protection onto the car so that those two that are becoming sharik are weakened so the soul of that person has a fighting chance, that their nafs is not so fiery because of all the conditioning and practices of their life and that their shaitan is not so fiery and strong because they ate right, they drank right, they did their practices, they did their zikrs (Divine remembrance) and the fire of that shaitan has been weakened so that they have now at least a fighting chance until they can become 18,19, where they choose from their reality to have a life towards these blessed practices and their belief until their belief becomes so strong that their soul is empowered and begin to beat the two – they beat down their nafs because they participate in their Ramadan, their practices, their salawats (praises upon Prophet Muhammad saws), the zikrs, the salah (daily prayer), all of those and as the same time they’re beating down the shaitan and the fire and the desires of the shaitan. At least then now they’re pushing those bad desires and bad characteristics down. When they become older and inspired towards these teachings and these understandings Allah (AJ) then inspire them ‘Go with these people who know how to fight these two, they know how to fight the ego and they know how to deal with shaitan,’ and that’s why then as soon as you come into the turuqs (spiritual paths) and into the tariqah they give you your awrads (daily practices), your zikrs, put your ta’weez, put the ta’weez in the house – these are all heavenly armament and heavenly fighting tools. So anybody who watches like the war movies and fighting movies – you have to have the right equipment otherwise you’re coming to the battle not prepared. So we need heavenly equipment not physical dunya (material world) equipment, people whom you know working and working and making their physicality so super strong and so super… this is of a… that’s not the necessary preparedness. The preparedness is of the heart, the soul and light, that they take the tools from the heavens, they put their ta’weez, they put the ta’weez upon the houses, they do the zikrs, they do their awrads, then the shaykhs begin to teach them – make your connection so that you have a much greater chance against your bad character. So as soon as they sit for tafakkur, then imagine now that car that we describe with the two shaitan – the shaitan and the nafs is in the front, and the soul is in the back struggling to take control of their life, for if you were driving you would be taking control of your life. So many times you’ll see your dream in which you’re not driving or you’re struggling to drive a car – because you’re struggling for submission, you’re trying to get from the soul from the back seat to be the driver and throw the two bad ones in the back in which you’re driving the body and you’re going into the destination that Allah (AJ) wants. With the muraqabah (spiritual connection) and with the practices that’s a heavenly energy, so as soon as the soul is sitting in the back and learning how to meditate, meditate, meditate, contemplate, what happens? The faiz (downpouring blessing) and the madad of the shaykhs are coming, as soon as that energy comes that soul becomes very powerful because the madad means that you’re asking for the energies of the shaykhs to come, so now it’s not you anymore against two, it’s you your shaykhs and the shajarah (spiritual lineage) and the chain of the Naqshbandi Shaykhs are all in the back now so immediately they come and they take those two energies and throw them into the back, and they control the front and they control the guidance and they control the direction of where that car is supposed to be headed. So it has an immense illuminating effect when they do the madad and keep the madad these energies come to the soul, you’re not alone trying to fight shaitan and your nafs because the shaykhs are all coming, the madad of the shaykhs are coming, all the Sahabi (Holy companions of Prophet saws) are coming, all Ahlul Bayt (Holy family of Prophet saws) are coming, if they’re all coming means then the presence and the tajalli (manifestation) of Sayyidina Muhammad saws his nazar (gaze) is supporting and raising that student. So has an immense immense effect against this battle, and that’s why the battle is one against seven-hundred thousand just to come against your bad character, but with the madad we stand a chance because the madad then is infinite and the power of these awliya – the power of these saints, the power of the Sahabi, the power of the Ahlul Bayt is something that can’t be imagined if they lend their support and their blessings then alhamdulillah this is Allah’s (AJ) faiz and support coming to the believer. “Idha jaa a Nasrullahi wal Fath,” when Allah (AJ) describes that ‘When My Nasrullah – My support comes,’ what are people expecting that Allah (AJ) personally is going to send lightning into their hand and kill them with one shot? They would die.
إِذَا جَاءَ نَصْرُ اللَّـهِ وَالْفَتْحُ ﴿١﴾
110:1 – “Idha jaa a Nasrullahi wal Fath.” (Surat An-Nasr)
“When there comes the Divine Support of Allah and the Victory.” (The Divine Support, 110:1)
So when Allah (AJ) wants to send support and Nasrullah He sends those whom He’s already supported. Why to do it directly, that’s an arrogant way of thinking. Is Allah (AJ) says ‘I’ll send those whom I’ve already supported and for years to have trained them raise them given them these energies’ if they come towards you then that is Allah’s (AJ) Divine support that begin to support the student and uplift them from difficulty towards ease, from badness towards goodness inshaAllah and towards the presence of Sayyidina Muhammad (saws) inshaAllah.
یہ بیان اس لنک پر دیکھا جا سکتا ہے
Watch this Bayan on YouTube
@03:33
https://youtu.be/7EqhQ4DTqxc